Faqih-e-Shahr Ki Majlis Se Kuchh Bhala Na Hua
FaqIh-e-shahr kI majlis se kuchh bhala na hua ki us se mil ke mizaj aur kafirana hua Abhi abhi vo mila tha hazar baten kiin Abhi abhi vo gaya hai magar zamana hua Vo raat bhuul chuko vo suḳhan na doharao Vo raat ḳhvab...
