Jab Mujhse Mohabat Hi Nahi Toh Rokte Kyu Ho
Jab mujhse Mohabat hi nahi toh rokte kyu ho Tanhayi mein mere baare mein sochte kyu ho Jab manjile hi juda hai toh jane do mujhe Lot ke kab aaoge ye puchte kyun ho…....
Jab mujhse Mohabat hi nahi toh rokte kyu ho Tanhayi mein mere baare mein sochte kyu ho Jab manjile hi juda hai toh jane do mujhe Lot ke kab aaoge ye puchte kyun ho…....
फलसफा समझो न असरारे सियासत समझो, जिन्दगी सिर्फ हकीक़त है हकीक़त समझो, जाने किस दिन हो हवायें भी नीलाम यहाँ, आज तो साँस भी लेते हो ग़नीमत समझो।
Andhere ko roshini ka Sahara mila, Tanha ko Humsafar ka Sahara mila, Bhatke ko khuda ka Sahara mila, Aur mujhe zindagi ka Sahara mila. Dard ko aansuon ka Sahara mila, Neend ko khwaabo ka...
Meri cheekhe bhi nahi rok payi, Vo dard Jo mujhe mila. Koi marham Tak nahi bana tha, Uss zakhm ke lye Jo mujhe Mila. Dekar mujhe jeene ki saza, Vo laut Gaya apni duniya...
Taaro see thodi chaandani churakar, Saja lo apna aaj. Yeh hunar sab mein hai, Bas chaatna hai, Vo jaduyi chirag. Tatol Kar Mann ko, Karo ek Madhuri dhun tayaar, Dekho fir kaise na aayegi...
Doobta hai toh doob Jane do, Kya kusoor hai kashti ka? Haal Kya hai koi jaane hai Kya, Meri basti ka. Muskurao bhi agar , Dil pe dastak koi tanhayee hai. Hisaab hai Kya,...
Tapish-e-sehra aur dariya-e-noor, Dikhate hai Kam aise karishme hone ko, Mil jaye koi wafadaar iss daur mein, Daulat vahi hai sabse badi khone ko. Bhoolakar mohobbat lhush hai koi, Toh khoon-e-ashq rota hai, Ussi...
Zindagi ne kab hum par rehem kiya, Jab gumsum the, Tab hausla diya. Jab khush hue, Toh sab cheen liya. Duniya ne kab hum par rehem kiya, Jab upar uthe, Toh badguman kiya. Jab...
Samudra ki gehraiyon mein Dhoondte rahe hum tumhe, Tum toh kinare par the. Sitaron mein khojte rahe hum tumhe, Tum toh zameenon par the. Khwahishe Karte rahe tumhare, Tum toh khwabon mein the. Andhero...
Kabhi tanhayee ka Alam tha, Kabhi ruswayi ka Alam tha, Jaag Kar kaati kayi raatein, Yaaron vo mohobbat ka mausam tha. Kabhi Dil mein chubhan thi, Kabhi aankhein nam thi, Maine has Kar har...
Follow: