Author: admin

Anokhi Waza Hai Sare Zamane Se Nirale Hain

Anokhi Waza Hai Sare Zamane Se Nirale Hain

Anokhi vaza hai saare zamane se nirale hain Ye ashiq kaun si basti ke ya-rab rahne vaale hain Ilaj-e-dard men bhi dard ki lazzat pe marta huun Jo the chhalon men kante nok-e-sozan se nikale hain Phala-phula rahe ya-rab chaman meri umidon ka Jigar ka ḳhuun de...

amin-e-raaz hai mardan-e-hur ki darweshi

Amin-e-Raaz Hai Mardan-E-Hur Ki Darweshi

Amin-e-raz hai mardan-e-hur ki darveshi Ki jibrail se hai us ko nisbat-e-ḳhveshi Kise ḳhabar ki safine Dubo chuki kitne Faqih o suufi o sha.ir ki na-ḳhush-andeshi Nigah-e-garm ki sheron ke jis se hosh ud jaaen Na ah-e-sard ki hai gosfandi o...

Agar Kaj-Rau Hain Anjum Aasman Tera Hai Ya Mera

Agar Kaj-Rau Hain Anjum Aasman Tera Hai Ya Mera

Agar kaj-rau hain anjum asman tera hai ya mera Mujhe fikr-e-jahan kyuun ho jahn tera hai ya mera Agar hangama-ha-e-shauq se hai la-makan ḳhali Khata kis ki hai ya rab la-makan tera hai ya mera Use subh-e-azal inkar ki jurat hui kyunkar Mujhe malum kya vo raz-dan tera hai ya mera Mohammad bhi tira jibril bhi quran bhi tera Magar...

Aflak Se Aata Hai Nalon Ka Jawab Akhir

Aflak Se Aata Hai Nalon Ka Jawab Akhir

Aflak se aata hai nalon kā javab aḳhir Karte hain ḳhitab aḳhir uthte hain hijab aḳhir Ahval-e-mohabbat men kuchh farq nahin aisa Soz o tab-o-tab avval soz o tab-o-tab aḳhir Main tujh ko batata huun taqdir-e-umam kya hai Shamshir-o-sinan avval taūs-o-raubab aḳhir Mai-ḳhana-e-europe ke dastūr...

Alam-e-Ab-o-Khak-o-Baad Sir-e-Aayan Hai Tu Ki Mai

Alam-e-Ab-o-Khak-o-Baad Sir-e-Aayan Hai Tu Ki Mai

Alam-e-ab-o-ḳhak-o-bad sir-e-ayan hai tu ki mai Vo jo nazar se hai nihan us ka jahan hai tu ki mai Vo shab-e-dard-o-soz-o-Gam kahte hai zindagi jise Us ki sahar hai tU ki mai us ki azaan hai tu ki mai Kis ki numud ke liye shaam o sahar hain garm-e-sair Shana-e-rozgar...

faiz ahmad faiz Gazal

Chand Nikle Kisi Jaanib Teri Zebai Ka

Chand nikle kisī janib tiri zebai ka Rañg badle kisi surat shab-e-tanhai ka Daulat-e-lab se phir ai ḳhusrav-e-shirin-dahanan Aaj arzan ho koi harf shanasai ka Garmi-e-rashk se har anjuman-e-gul-badanan Tazkira chheḌe tiri pairahan-arai ka Sehn-e-gulshan men kabhi ai shah-e-shamshad-qadan Phir nazar aa.e saliqa tiri raanai ka Ek...

faiz ahmad faiz Gazal

Be-Dam Hue Bimar Dawa Kyun Nahin Dete

Be-dam hue bimar dava kyun nahin dete Tum achchhe masihā ho shifa kyun nahin dete Dard-e-shab-e-hijran ki jaza kyun nahin dete Khun-e-dil-e-vahshi kā sila kyun nahin dete MiT jaegi maḳhluq to insaf karoge Munsif ho to ab hashr utha kyuun nahin dete Haañ nukta-varo laao lab o dil kī gavāhī Haan naġhmagaro saz-e-sada kyuun nahin dete Paiman-e-junun hathon ko...

faiz ahmad faiz Gazal

Baat Bas Se Nikal Chali Hai

Baat bas se nikal chali hai Dil ki halat sambhal chali hai Ab junun had se badh chala hai Ab tabiat bahal chali hai Ashk ḳhunab ho chale hain Gham ki rangat badal chali hai Ya yunhi bujh rahi hain shamen Ya shab-e-hijr Tal chali hai Laakh paiġham...