दुश्मन भी हमारे मुरीद है शायद
दुश्मन भी हमारे मुरीद है शायद वक़्त वे वक़्त मेरा नाम लिया करते है मेरी गली से निकलते है खंजर छुपा के रूबरू होने पर सलाम किया करते है
दुश्मन भी हमारे मुरीद है शायद वक़्त वे वक़्त मेरा नाम लिया करते है मेरी गली से निकलते है खंजर छुपा के रूबरू होने पर सलाम किया करते है
Asli Shayar / English / Life / Love
by admin · Published April 3, 2018 · Last modified April 30, 2018
Dil ki kitaab me Gulaab unka tha Raat ki nind me wo khwab unka tha Hain Kitna pyar hmase yah pucha jab hamne mar jaynge win tere Yah jawab unka tha
Ahmad Faraz / Asli Shayar / Shayar
by admin · Published April 3, 2018 · Last modified April 30, 2018
FaqIh-e-shahr kI majlis se kuchh bhala na hua ki us se mil ke mizaj aur kafirana hua Abhi abhi vo mila tha hazar baten kiin Abhi abhi vo gaya hai magar zamana hua Vo raat bhuul chuko vo suḳhan na doharao Vo raat ḳhvab...
Ahmad Faraz / Asli Shayar / Shayar
by admin · Published April 3, 2018 · Last modified April 30, 2018
Dukh fasana nahin ki tujh se kahen Dil bhi maana nahin ki tujh se kahen Aaj tak apni bekali ka sabab Khud bhi jaana nahin ki tujh se kahen Be-tarah hal-e-dil hai aur tujh se Dostana nahin ki tujh se kahen Ek tu harf-e-ashna tha magar Ab zamana...
Bada ehsan ham farma rahe hain Ki un ke ḳhat unhen lauta rahe hain Nahin tark-e-mohabbat par vo raazi Qayamat hai ki ham samjha rahe hain Yaqin ka rasta tai karne vaale Bahut tezi se vapas aa rahe hain Ye mat bhulo ki...
Baat koi umiid ki mujh se nahin kahi gai So mire ḳhvab bhi gae so meri niind bhi gai Dil ka tha ek muddaa jis ne tabah kar diya Dil men thi ek hi to baat vo jo faqat sahi gai Janiye kya talash thi ‘Jaun’ mire vajud men Jis...
Apni manzil ka rasta bhejo Jaan ham ko vahan bula bhejo Kya hamara nahin raha savan Zulf yaan bhi koi ghata bhejo Nai kaliyan jo ab khili hain vahan Un ki ḳhushbu ko ik zara bhejo Ham na jiite hain aur na marte hain Dard bhejo na tum dava bhejo Dhuul udti hai jo us angan...
Asli Shayar / Jaun Eliya / Shayar
by admin · Published March 26, 2018 · Last modified April 30, 2018
Apne Sab yaar kaam kar rahe hain Aur ham hain ki naam kar rahe hain Teġh-bazi ka shauq apni jagah Aap to qatl-e-am kar rahe hain Dad-o-tahsin ka ye shor hai kyuun Ham to ḳhud se kalam kar rahe...
Follow: