Unki Chahat Me Dil Majboor Ho Gaya
Unki chahat me dil majboor ho gaya, Berukhi karna unka dastoor ho gaya, Kasoor unka nahi mera tha, Humne chaha hi itna ki unko garoor ho gaya
Asli Shayar / English / General / Life / Love
by admin · Published December 22, 2017 · Last modified April 30, 2018
Unki chahat me dil majboor ho gaya, Berukhi karna unka dastoor ho gaya, Kasoor unka nahi mera tha, Humne chaha hi itna ki unko garoor ho gaya
Asli Shayar / English / General / Loneliness
by admin · Published December 22, 2017 · Last modified April 30, 2018
Bewafao ki ye duniya hai, zara sambhal kar chalna e dost, yaha log barbad karne ke liye bhi… mohabbat ka sahara liya karte hai
Asli Shayar / English / General / Loneliness
by admin · Published December 22, 2017 · Last modified April 30, 2018
Zindagi ne kuch is tarah ka rukh liya, Jisne jis taraf chaha mod diya, Jisko jitni thi zaroorat saath chala, Aur phir ek lamhe mein tanha chod diya
Asli Shayar / English / General / Life / Loneliness / Sad
by admin · Published December 22, 2017 · Last modified April 30, 2018
Jab kuch sapne adhoore reh jate hain, Tab dil ke dard aansu banker beh jate hain, Jo kehte hain ki hum sirf apke hain, Pata nhi wo kaise alvida keh jate hain…
Asli Shayar / English / Loneliness / Sad
by admin · Published December 22, 2017 · Last modified April 30, 2018
Tum Chale Jaaoge Toh, Kaise Mulaqaat Hogi…. Na Hi Katega Din, Na Meri Raat ka Guzar Hogi…. Meri Zindagi Ki Khushiyaan, Tumse Hai Wabasta…. Tumhare Bina Ab Toh, Suni Meri Kainaat Hogi…. Beete Lamhon...
Asli Shayar / English / General / Life / Love
by admin · Published December 21, 2017 · Last modified April 30, 2018
Meri Mohabbaat Hai Woh Koi Majboori To Nahin, Woh Mujhee Chahe Ya Mil Jayee, Zaroori Too Nahin, Yeh Kuch Kam Hai Ke Base Hai Meri Saanson Mein, Woh Saaamne Ho Meri Aankhonn Ke Zaroori...
चुपके से आकर इस दिल में उतर जाते हो, सांसों में मेरी खुशबु बन के बिखर जाते हो, कुछ यूँ चला है तेरे ‘इश्क’ का जादू, सोते-जागते तुम ही तुम नज़र आते हो
एहसास के दामन में आंसू गिराकर देखो,प्यार कितना है आजमा कर देखो,तुम्हें भूल कर क्या होगी दिल की हालत,किसी आईने पे पत्थर गिराकर तो देखो
Asli Shayar / English / Life / Love
by admin · Published December 21, 2017 · Last modified April 30, 2018
Dil ke rishte ka koi naam nahi hota,Maana ki iska kutch anjaam nahi hota,Agar nibhane ki chahat ho dono taraf,To kasam se koi rishta naakam nahi hota.
Follow: