Na Rah ye aasan na manzil kareeb hai..!
Mukhtasar si hai zindagi, aur Khwab ajeeb hai..!!

Na Rah ye aasan na manzil kareeb hai..!
Mukhtasar si hai zindagi, aur Khwab ajeeb hai..!!

Is oos ki thandi bundo ko , in ankho se lipat jane dona..!
Apne dil ke paimane me zara hume bhi bikhar jane dona..!!

Tu Ishque hai, mera saruur hai, Phir bhi mujhe na ye garuur hai..!
Teri Chahat ke samundar me duuba rahun is kadar,
meri sonch ke samundar me bas tuhi mashguul hai..!!

Nigahen bolti hai aksar, suna hai maine..!
Phir tune kyu nhi suni abtak, ye bata mujhko..!!