Itna Kaafi Nahi
Itna kaafi nahi ke sath hoon tere, lazzat-e-angoor ki beti ki tarah, Ek tu hai jo ruthi hai kahin humse, dil-e -bahar mein bujhte diye ki tarah.
Asli Shayar / BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / प्यार
by admin · Published April 25, 2020
Itna kaafi nahi ke sath hoon tere, lazzat-e-angoor ki beti ki tarah, Ek tu hai jo ruthi hai kahin humse, dil-e -bahar mein bujhte diye ki tarah.
Attitude Shayari / General / Life / Love / Sharab E Shayari / ग़म / ज़िन्दगी / दोस्ती / सामान्य
by admin · Published April 18, 2020
Wafa ke ashk se rukhsaar jalne lagte hain, Dil-o-nazar dar-o-diwaar jalne lagte hain, Khud apni aag mein jalte hain jab gul-o-laal, Mohabbat ki aag mein gulzaar jalne lagte hain.
Asli Shayar / General / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 15, 2020
Chalo aaj door kahin chalte hain, kisi duniya mein nayi, Jahan yaadon ke samundar jharne se milte hai kahin, Baarish ki bundon ko sheep sajaa baitha hai jahan, Ya jahan os ki bundon mein...
BoyFriend Shayari / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sharab E Shayari / दोस्ती / प्यार
by admin · Published April 12, 2020
Aaj tha mayus dil, yu tanhai mein ro pada, Ankhon mein khoya tha unki yadon mein bhi khone lga, Masumiyat se dekha jo usne ,kya haseen vo sham thi, Tanhai mein bhi dil uski...
Dil bechain tha par ise kinara na mila, Machalti raaton mein tere husn ka sahara na mila, Log peete hai ishq me khud ko mita lene ko, Hume to Ishq mein doobe the unke...
Ek Sharab Ki Kahanai Hai Ye, Ek Sharabi Ki Zubaani Hai Ye, Peeta Hai Wo Subah Sham Ji Bhar Kay, Ek Sharabi Ki Imandari Hai Ye, Sukun Deti Hai Ye Bahut Dil Mein Janey...
Follow: