Tagged: sad love shayari
Love Shayari- February Special
महोब्बत न सही मेरी खुशफहमी ही रहने दो की दिल में जीने की ख्वाहिश ज़रा सी और बाकी है I
Kya Socha Tha, Kya Likha, Kya Bolunga Ye Bta..!
Kya socha tha, kya likha, kya bolunga ye bta..! Khud ki sunu, rasme nibhau, ya vada nibhau ye bta..!! Kal ka kya hai kisne jana aj kya tu khushal hai..!! Jo kamaya, rishta nibhaya...
Gaflat Me Pade Rahe, Waqt Zaya Yu kiya..!
Gaflat me pade rahe, Waqt zaya yu kiya..! Bas khud me khud ko hi khojte rahe..!! Jinme takabbur na tha, Vo kam me bhi khus the..! Takleef jab shiddat se badhi, to momin hogae..!!
Ye Ishq Mohabbat Ki Bewafaai
Ye ishq mohabbat ki bewafaai to yu hi badnam hai, Zindagi mein zindagi se jyada bewafa koi nahi, Kab, kahan aur kaise chhod jayegi pata nahi, Isko bas bahana chahaiye aur kuchh nahi.
Khayalon Mein Wahi
Khyalon mein wahi, Sapnon mein wahi, Lekin unki yaadon mein hum the hi nahi, Hum jaagte rahe aur duniya soti rahi, Ek baarish hi thi jo humare sath roti rahi.
Tumhari Yaad Ke Saaye
Tumhari Yaad Ke Saaye Mere Dil Ke Andhere Mein, Bahut Takleef Dete Hain Mujhe Jeene Nahi Dete, Akeli Raah Mein Humraah Koi Mil Toh Jata Hai, Magar Kuchh Dard Hain Jo Dil Behlne Nahi...
Fursat Qaleel Hai Aur Kahani Taweel Hai
Fursat Qaleel hai aur kahani taweel hai humari, Shikwayein to hain hazar magar jane dijiye, Teri bina har subah, tere bina sham gujar rahi humari, Is Mohabbat se jaegi jaan ek din magar jane...
Yun Baith Kar
Yun baith kar lafzon ko pirone ka hume shauk na tha, bas yun samajhiye ki aapse mohabbat karne ki saza payi hai, Tere haseen ankhon ki pehli nazar ki giraft mein aaya to jana,...
