Koi Ishaara, Dilaasa Na Koi Waada Magar
Koi ishaara, dilaasa na koi waada magar, jab aayi sham to tera intezaar karne laga, Bicchda kuch is kadar se ki rut hi badal gayi, Ik shakhs saare seher ko viraan kar gaya.
Asli Shayar / Sharab E Shayari / ग़म / तन्हाई / सामान्य
by admin · Published April 30, 2020 · Last modified September 24, 2020
Koi ishaara, dilaasa na koi waada magar, jab aayi sham to tera intezaar karne laga, Bicchda kuch is kadar se ki rut hi badal gayi, Ik shakhs saare seher ko viraan kar gaya.
Asli Shayar / Attitude Shayari / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 30, 2020
Mili thi zindagi mujhe shaan se, Kisi ke kaam aane ke liye… Par waqt beet raha hai yaaron, Kagaz ke tukde kamane ke liye. Kya karoge itne paise kama kar? Na kafan mein jeb...
Asli Shayar / English / Life / Sad / Sharab E Shayari / ग़म / सामान्य
by admin · Published April 29, 2020
Humara zikr bhi ab jurm ho gaya hai wahan, Dinon ki baat hai mehfil ki aabru hum the, Khayal tha ke ye pathrav rok dein chal kar, Jo hosh aaya toh dekha lahu luhan...
Ab na main hoon, Na baaki hai zamane mere, Fir bhi mashhoor hain shaharon mein fasane mere, Zindagi hai toh naye zakhm bhi lag jayenge, Ab bhi baaki hain kayi dost puraane mere.
Kyun insan hasta hai rone ke baad, Jeena fir bhi padta hai sab khone ke baad, Sochta hoon aaj sabko yaad kar loon, Kya pata aankh hi na khule sone ke baad.
Asli Shayar / General / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 26, 2020
Tu naye saal ki khushi mein jhumta ja aye Murad, Tujhe to ilm nahi ke teri Zindagi kitni kam ho gayi, Naye ujale ki chamak ne tujhko di aisi roshni, Ke tu kafile dar...
Follow: