Anjane Me Kuch Alfaz Nasuur Banjate Aksar..!
Anjane me kuch alfaz nasuur banjate hai aksar..! Apne har alfaaz pe marham banane se acha hai..!! Mujhe apni soch ka mukhbir banalo tum..!!
Asli Shayar / Attitude Shayari / General / Hassaan Ahmad Noori / Life / Shayar / دوستی / ज़िन्दगी / दोस्ती
by admin · Published December 28, 2020
Anjane me kuch alfaz nasuur banjate hai aksar..! Apne har alfaaz pe marham banane se acha hai..!! Mujhe apni soch ka mukhbir banalo tum..!!
Asli Shayar / Friendship / Hassaan Ahmad Noori / Life / Loneliness / Sad / Sharab E Shayari / ग़म / ज़िन्दगी / तन्हाई / दोस्ती
by admin · Published December 12, 2020 · Last modified January 15, 2021
“Nazar meri, chupi rahi, Nazar nazar me reh gae..! Nazar ka fasla jo tha , Asar nazar ki reh gae..!!Jo baat dil me thi mere, Vo baat dil me reh gae..!Jo dil ki dharkano...
Asli Shayar / Attitude Shayari / Bewafa Shayari / BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love and Relationships / Romantic Shayari / Shayar / ज़िन्दगी / प्यार / हिंदी
by admin · Published December 12, 2020 · Last modified December 25, 2020
Bahane dundhta hu baat kerne ki tujhse, per na jane kyu aankhe churata hai tu mujhse..! Mujhse hai koe shikaayat ya shikva hai khud se,Teri aankho me tere dil ka haal dikhta hai.Tu bhi...
Abhi kahan, abhi to imaan bahut baki hai, Sitam bahut seh liya, inaam ab bhi baki hai, Na rok khud ko Damini jane se is buland lehron mein, lehron se takra kar paar pana...
Gulabi ishq hai, abhi khumar hai isme, Jo par jaye gulal to nasha beshumar hai isme, Labo pe pari hai jo oos ki bundein, Thaharti hai tab tak, jab tak mithaas hai isme. Dariya...
Aaj mai paida hua hoon, kisi ki aawaj se, Chahat mein base kuch armaano ki aas se, Aaj mai paida hua, khwabon ki talash se, Duniya mein phailae, anchahe fasad se. Aaj mai paida...
Asli Shayar / Life / Love / Love and Relationships / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 12, 2020
Jab bhi dekha humne khushi ka chehra, Mujhe tera chand sa chehra dikhne laga, Teri muskurahat mein ab mujhe, Har gehna feeka lagne laga. Teri masoom zuban kya kehti hai mai nahi janta, Mujhe...
Kisi ne raushan kia ek deeya bohot pehle andhere mein, Us deeye ne banke suraj zamane ko raushan kia, Ek koshish maine bhi ki lekin zamane se hat kar zara, Nayee jyot nahi jalai...
Samundar ki gehrai mein utar kar humne dekha, Aasman mein Badal ko safar karte dekha, Behekti Hawaon ko machalte humne dekha, Teri parchhai mein bhi simat kar humne dekha. Na sukoon paya, na is...
Asli Shayar / Attitude Shayari / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 11, 2020
Mere har alfaz dikhate hain aaena tujhko, Jinki hoti hai neeyat jaisi, vo paate hain vaisa khudko, Sheher ye mera hai, yhan sab apne hai log, Tu apna na mane to mai kya kahun...
Follow: