Tag: real sad shayari

  • उलझा रहने दो मुझे…..

    उलझा रहने दो मुझे…..

    उलझा रहने दो मुझे
    युहीं तुम्हारे दरमियान
    सुलझ गए हम अगर तो
    दूरियाँ दास्तां बुनेंगी।

  • वो वक़्त आने पर सब वादों से मुकर गया………

    वो वक़्त आने पर सब वादों से मुकर गया………

    वो वक़्त आने पर सब वादों से मुकर गया

    ये मेरा ज़र्फ़ था की मैं ख़ामोशी से बिखर गया………

  • Chalo Aik Bar Phir Se Muhabbat Ker Ke Dekhte Hai..!

    Chalo Aik Bar Phir Se Muhabbat Ker Ke Dekhte Hai..!

    Nafrat se bhare in lamho ko ,nae dhage me piroker dekhte hai..!

    Jo andekha tha abtak, use aik nae sire se jodker ker dekhte hai..!!

    Chalo aik bar phir se muhabbat ker ke dekhte hai..!!

    Jb pyar kea tha to na mazhab dekhi na gareebi, magar aj har koe dharam se jor kerdekhte hai..!

    Ameeri bhi aik nae mazhab si ban gae hai, har koe naam se pehle, aamdani puchte hai..!!

    Chalo muhabbat ko bhi aik nae mazhab se jor ker dekhte hai..!

    Chalo aik bar phir se muhabbat ker ke dekhte hai..!!

    Koe apna manta hai, to koe apno ko manta hai..!

    Jo dil ko dukhae use dushman mante hai..!!

    Chalo aj dushmano se bhi thoda Dil jodker dekhte hai..!

    Chalo aj phir se muhabbat ker ke dekhte hai..!!

  • Bhadi Mehfil Me Akela Hu, Ye Dastan Mai Kisko Sunau..!

    Bhadi Mehfil Me Akela Hu, Ye Dastan Mai Kisko Sunau..!

    Bhadi mehfil me akela hu, ye dastan mai kisko sunau..!

    Yha sab dekte mujhko ke gar ankhe band hai sab ki..!!

    Ye vo parda hai jo pada hai jo bhul ki thi yu..!

    Jo mukhbari kerne aae the unhiko Imam tha mana..!!

  • Hosake To Aik Ehsan Humpe Kerna

    Hosake To Aik Ehsan Humpe Kerna

    Hosake to aik ehsan humpe kerna,

    Nazar me aae to dekh hume nazar andaz na kerna..!

    Hum koe dushman thodi na hai,

    samjh lena ki kisi anzan se muhabbat ki thi..!

  • Naseeb Badla To Gunge Bhi Burae Karne Lage..!

    Naseeb Badla To Gunge Bhi Burae Karne Lage..!

    Naseeb badla to gunge bhi burae karne lage..!

    Jo pahuch na sake humare barabar, mere pairo tale khudae karne lage..!!

  • Pina Mujhe Tha Ye Jam, Jo Tumne Dushmani Ka Hai Pilaya..!

    Pina Mujhe Tha Ye Jam, Jo Tumne Dushmani Ka Hai Pilaya..!

    Pina mujhe tha ye jam, jo tumne dushmani ka hai pilaya..!

    Wafa kerne valo me kha vo aib tha jo tumne unhe sataya..!!

    Muhabbat mehi Shi do ghunt humne bhi chakhi..!

    Sambhalo mujhko yaro, ke ye desh ladkhdaya..!!

  • Unhe Kya Pata

    Unhe Kya Pata

    Vo sochte the unki yaad mein bikhar jaenge toot kar hum,
    Unhe kya pata, unki yaad mein tadapne ka maza hi kuch aur hai.

    Vo sochte the ke mayusi ke badal mein ghir jaenge hum.
    Unhe kya pta gam ki syahi mein doob kar chalne ka maza hi kuch aur hai.

    Vo kehte the ki in bebas aankhon mein gam ki ghata na chhane dena,
    Unhe kya pata ke in motiyon ke bikhar jane mein mazaa hi kuch aur hai.

    Unko lagta tha ki tanha hoke mai aasma mein chand taron ki tarah bikhar jaunga,
    Unhe kya pta ke andheri rato mein kisi ka sahara ban chamakne ka maza hi kuch aur hai.

  • Vo Dard The Shukoon The

    Vo Dard The Shukoon The

    Vo dard the shukoon the tanhai mein hamsafar the mere,
    saaye ki tarah sath the,zehan me perchhai sa mere,
    Aaj dil tuta to tarap ne puchha humse, kya ab bhi sath hai vo tere,
    muskura kar jo palte, aansu bankar ankhon mein the vo mere.

  • Aaj Bahut Din Baad Socha ki Kuch Likhun

    Aaj Bahut Din Baad Socha ki Kuch Likhun

    Aaj bahut din bad socha ki kuch likhun,
    Kya likhun ki ab to hathon par nami si aai hai,
    Vo syahi jo kagaz pe roshni beekherti thi,
    Mere jehan-o-saku pe phail si aai hai.

    Koshish kiye hazaar par na hua mukammal,
    Dastaan-e-ishq humari yu bankar samne aai hai,
    ye hatash mann nahi mera jo dastak de raha hai dar pe,
    Waqt ki kami hai jo humare rishton pe phail aai hai.