तु उड़ती है सपनो में,
जब मैं नींद मैं खोता हूँ
मेरे दिल की धड़कन भी,
मैं तुझमे ही सुनता हूँ
बिजली की आहट जैसी है तू,
मैं पानी जैसे बरसता हूँ
ज़िंदगी के हर मोड़ में,
अब मैं तुझको हमसफ़र चाहता हूँ
Tag: real love shayari
-

तु उड़ती है सपनो में
-

Gam To Har Kisi Ki Zindagi Me Hai, Kbhi Behta Aansu Ban Ker Dekho Na..!
Gam to har kisi ki zindagi me hai, kbhi behta aansu ban ker dekho na..!
Apne lea to sab jite hai, kuch pal apno kelea bhi jiker dekho na..!!
-

Suna Hai Har Khwabon Ki Tamer Tere Husn Se Hoti Hai..!
Suna hai har khwabon ki tamer tere husn se hoti hai..!
Bas aik aaina thodi na mukammal hai tere husn ke sath..!!
-

Is Oos Ki Thandi Bundo Ko , In Ankho Se Lipat Jane Dona..!
Is oos ki thandi bundo ko , in ankho se lipat jane dona..!
Apne dil ke paimane me zara hume bhi bikhar jane dona..!!
-

Jaha Dekho Ishque Ke Bimar Baithe Hai..!
Jaha dekho ishque ke bimar baithe hai..!
Hazaro lut gae lakho tyyar baithe hai..!!
Ker di zindagi khud ishque me barbad..!
Ab kehte hai bhai dua karo, berozgar baithe hai..!!
-

Jalaate Hain Hum
Jalaate hain hum apne dil ko diye ki tarah,
Teri zindagi mein khushiyon ki roshni lane ke liye.
Seh jate hain har chubhan ko apne pairon tale,
Teri raahon mein phool bhichhane ke liye. -

Teri Aankhon Ke
Teri aankhon ke ye jo pyale hain,
Meri andheri raaton ke ujale hain,
Peeta hoon jaam par jaam tere naam ka,
Hum to sharabi be-sharab wale hain. -

Dariya-E-Isqh Mein
Dariya-e-ishq mein gota lagane ko ye dil machal raha,
Na mani kisi ki aur usme ja gira,
Ufanta raha, sitam dard sehta raha,
Maujon ke sang vo machalta raha.Akhir mein jakar usne baat meri mani,
Akele ki na thi ye uski kahani,
Vo haqekat jise jaan kar sabka dil khil jata hai,
Didar-e ishq mein shukoon kisko milta hai. -

Dard Mein Shiddat Thi Itni
Dard mein shiddat thi itni ke hum alfaz bhul gaye,
Aur hukumat aaj bhi jarf zer mein atki rahi,
Koi tanha hai, koi majboor to koi bebas hai,
Aaj ki daur mein bas mazloom hi zinda hai.
