कभी उतरो तो इश्क़ के दरिया में
की किनारो के मुसाफिर हम नहीं हैं।
Tag: Read Love Quotes in Hindi
-

Mushkile toh sabki hi Zindagi mein hoti hai
Mushkile toh sabki hi zindagi mein hoti hai,
Fark sirf itna hota hai ki koi uss waqt mein rota hai,
Aur koi uska saamna karke apni Zindagi ko Gulzar bana deta hai.
-

Agar fitrat hamari sehne ki na hoti
Agar fitrat hamari sehne ki na hoti,
Toh himmat tumhari kuch kehne ki na hoti.
-

Fir nahi aayega yeh waqt
Fir nahi aayega yeh waqt Jo tum taal rahe ho,
Nahi jaante ki dheere se hi sahi Hume kho rahe ho.
-

Dil pe jami dhul ko kabhi toh saaf karo
Dil pe jami dhul ko kabhi toh saaf karo,
Kisi se maafi maango toh kisiko maaf karo.
-

Khol do darwaaze Dil ke
Khol do darwaaze Dil ke ki chain aa jaye,
Intezaar kiya hai iss qadar tumhara,
Kabhi toh baat ban jaye.
