Door Tumse Mai Aaj Bhi Khada Hoon
Door tumse mai aaj bhi khada hoon, Nazron se door lekin dil se mila hoon. Apni soch ki bandish mujhpe na lgana, Mai to tere zehen ke har kone mein basa hoon.
BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sad / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / तन्हाई / प्यार
by admin · Published April 23, 2020
Door tumse mai aaj bhi khada hoon, Nazron se door lekin dil se mila hoon. Apni soch ki bandish mujhpe na lgana, Mai to tere zehen ke har kone mein basa hoon.
BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sad / Sharab E Shayari / ग़म / ज़िन्दगी / प्यार
by admin · Published April 23, 2020
Aaj maine socha phir se uski nigahon mein vo sawal dhundhu, Na ho mumkin isqu mein aisi koi misaal dhundhu. Lekin na vo aaj khush hai, na uske chehre par chamak hai kahin, Honton...
BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sharab E Shayari / ग़म / ज़िन्दगी / प्यार
by admin · Published April 21, 2020
Ghabra kar maine jo uski pakdi thi kalai. Hathon mein rait bankar zameen par thi aai, Ye jo zehan mein maine bune the khwab itne, Hakeekat mein the bas unki khubsurat si parchhai.
BoyFriend Shayari / General / Love / Love and Relationships / Sharab E Shayari / प्यार / सामान्य
by admin · Published April 21, 2020
Tujhi mein zameen dekhi, tujhi mein aasman paya, Haiwaniyat bhi maine ek Fariste ki nafs mein paya, Mohabbat kar tu saaki ban Tabhi Enjeel kehlaega, varna zamana jalim hai bada tu Iblees hi rah...
BoyFriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sharab E Shayari / प्यार
by admin · Published April 20, 2020
Diye hote gar Fitre har ashiq ne mohabbat ke, Na gayi hoti itni jaan ashiqon ki mohabbat mein, Udhar Laila ke khwabon ko bun raha hota Majnu kahin, Ranjha bhi is daur mein kha...
Follow: