Khwahish Aisi Karo
Khwahish aisi karo ki aasman tak ja sako, Dua aisi karo ki khuda ko pa sako, Yun to jeene ke liye pal bahut kam hain, Jiyo aise ki har pal mein zindagi pa sako.
Khwahish aisi karo ki aasman tak ja sako, Dua aisi karo ki khuda ko pa sako, Yun to jeene ke liye pal bahut kam hain, Jiyo aise ki har pal mein zindagi pa sako.
Asli Shayar / General / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / प्यार
by admin · Published April 27, 2020
Chale aao ab to subah ho chali hai, Dil mein chhupa andhera mita lo yaaron, Kidhar dekhte ho kamyabi yahan hai, Momin ke dil ke gehrayion mein chupi hai.
In sard hawaon ne chupa rakhi hai vo dhun, jo sunne ko hum betab se hai, Garam razai ko lapet kar bhi chubhan in hawaon ki sath mere hai, Gar himmat hai to lapet...
Asli Shayar / General / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 26, 2020
Tu naye saal ki khushi mein jhumta ja aye Murad, Tujhe to ilm nahi ke teri Zindagi kitni kam ho gayi, Naye ujale ki chamak ne tujhko di aisi roshni, Ke tu kafile dar...
Asli Shayar / Attitude Shayari / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 26, 2020
Padh likh kar khud ko aala samjhne lage, Na samjha Quran aur fikr duniya ki karne lage, Ki tarakki bahut tune, raaton ki neend ke evaz mein, Lekin na jan paya jo Rab ne...
Asli Shayar / Attitude Shayari / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 24, 2020
Jise karna hai raaz vo apni akal lagate hain, Baat baat mein hum sabko ek duje se ladate hain, Vo bote hain nafrat, aur hum use badhate hain, Jab tak khud humare ghar, usi...
Asli Shayar / Friendship / General / Love / Love and Relationships / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / दोस्ती
by admin · Published April 24, 2020
Aao hum sab milke Ram mandir banate hain, Andar tum puja karna, bahar hum jamat lagate hain, Kuch log kahenge mai pagal hoon, kuch log khush ho jaenge, Jiske dil jaise hai bane, jag...
Asli Shayar / Attitude Shayari / Friendship / General / Life / Love and Relationships / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / दोस्ती / सामान्य
by admin · Published April 23, 2020
Jindagi apni maine khushyion ke naam kar dia, Mohabbat hai dil mein sabke ki aisa kaam kar dia, kuch is tarah se maine zindagi ko aasan kar lia, kisi se mang li mafi humne...
Asli Shayar / Attitude Shayari / General / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 23, 2020
Khuli kitab hoon, jise padhna hai padh le, Yu ki mera ek bhi haruuf zaya na ho yaaron, Ilm ki manzil nahi hoti koi, Kabl bas itna khayal rakhna, Jitna liye ja rahe ho,...
Asli Shayar / Attitude Shayari / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 21, 2020
Shayari koi jaam nahi jo paemana bhar ke mile, Voto bas dhun hai kisi Diwane ki, Jo tum bhi kabhi tarana yun gungunaoge, Jab paoge kisi khas ko apne dil ke paemane mein.
Follow: