Khwahish Aisi Karo Ki
Khwahish aisi karo ki aasman tak ja sako, Dua aisi karo ki khuda ko pa sako, Yun to jeene ke liye pal bahut kam hain, Jiyo aise ki har pal mein zindagi pa sako.
Asli Shayar / Attitude Shayari / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य
by admin · Published April 30, 2020

Mili thi zindagi mujhe shaan se, Kisi ke kaam aane ke liye… Par waqt beet raha hai yaaron, Kagaz ke tukde kamane ke liye. Kya karoge itne paise kama kar? Na kafan mein jeb...
Falsafa samjho na asraar-e-siyasat samjho, Zindagi sirf hakiqat hai hakiqat samjho, Jaane kis din ho hawayein bhi neelam yahan, Aaj to saans bhi lete ho ghaneemat samjho.
Asli Shayar / English / Life / Sad / Sharab E Shayari / ग़म / सामान्य
by admin · Published April 29, 2020
Humara zikr bhi ab jurm ho gaya hai wahan, Dinon ki baat hai mehfil ki aabru hum the, Khayal tha ke ye pathrav rok dein chal kar, Jo hosh aaya toh dekha lahu luhan...
Follow: