Tag: Hindi shayari
Maana Teri majburi thi
Maana Teri majburi thi, Par tera mujhe diya ek vaada bhi tha, Bahane dhoonde tune hazaar, Kya tera sath nibhane ka koi iraada bhi tha.
View More Maana Teri majburi thiUnki aankhon mein humne khudko dekha
Unki aankhon mein humne khudko dekha, Mohobbat mein shiddat Kya hoti hai humne tab jaana.
View More Unki aankhon mein humne khudko dekhaMohobbat asaan hai
Mohobbat asaan hai toh mushkil Kya hai, Manzil dur hai toh paas kya hai, Tu mere sath nahi, Toh zindaZi Kya hai.
View More Mohobbat asaan hai