Tag: Heart Touching Sad Love Sms

  • Intezaar raha aaj bhi Tere laut aane ka

    Intezaar raha aaj bhi Tere laut aane ka

    Intezaar raha aaj bhi Tere laut aane ka,

    Kisi aur ki jagir main hua bhi nahi,

    Main Marr toh Gaya hu,

    Par qabar mein soya nahi.

  • Na mukammal hua

    Na mukammal hua

    Na mukammal hua,

    Muktalif ghata bhi nahi,

    Na tera ho saka,

    Aur kisi ka bhi nahi,

    Na bazaar mein bika,

    Aur nilaam hua bhi nahi.

  • Jab hum chaley

    Jab hum chaley

    Jab hum chaley,

    Toh tanha the safar mein,

    Fir tum mile,

    Gham mile,

    Tanhayiyan mili,

    Aur kaafila ban Gaya.

  • Rubaru hone ki choriyan

    Rubaru hone ki choriyan

    Rubaru hone ki choriyan,

    Guftagu see bhi katrane lagi hai,

    Guroor odhe hue kuch rishte,

    Apni haisiyat par itrane lage hai.

  • Main tabah hu Tere ishq mein

    Main tabah hu Tere ishq mein

    Main tabah hu Tere ishq mein,

    Tujhe kisi beqadar ka khyal hai,

    Kabhi toh mere masle par bhi gaur Kar,

    Ye zindagi aur maut ka sawaal hai.

  • Thokrey lagti hai

    Thokrey lagti hai

    Thokrey lagti hai, rahgir milte hai,

    Yakeen jitna jis par bhi karo,

    Vo itna hi todte hai,

    Yej bhi kuch kuch Kam nahi,

    Jo sambhal Gaye unhe bhi log todte hai

  • Tera Yun chup kar Rona

    Tera Yun chup kar Rona

    Tera Yun chup kar Rona,

    Mera Yun khamosh rehna,

    Dono ki bebasi hai.

    Mera yun mujhse ghum sum rehna,

    Tera Yun dikhane ka khush rehna,

    Dono ki bekashi hai.

  • Suno maan bhi jao

    Suno maan bhi jao

    Maan bhi jao itna bhi Kya khafa hona,

    Jaante hai kaatil adaayein hai tumhari par itna bhi Kya itrana,

    Befizooli mein dur ho humse,

    Fir na kehna tumhe toh aata hi nahi manana.

  • Zaalim aankhein

    Zaalim aankhein

    Aksar dur bhaagte the hum mohobbat ke naam se,

    Par jaane kya jaadu Kar gayi vo nazre,

    Hum bas thehre unhe ghoorte rahe,

    Aur hamara dil le gayi vo zaalim nazre.

  • Dil ko chu lene Vali Shayari

    Dil ko chu lene Vali Shayari

    Humne dekha andhere mein kuch chamakta hua,

    Kohre mein kuch chamakta hua,

    Shayad vo uss manzar mein lipta hua sangemarmar thi,

    Aankhe uski Kohinoor si Roshan thi.