Tagged: Heart Touching Romantic Shayari

Mere Haathon Se Gir

Mere Haathon Se Gir

Mere haathon se gir Gayi lakeeren kahin, Bhul aaye hum apni Takdeeren kahin, Agar mile tumko kahin To utha lena, Mere hisse ki har khushi Apne haathon par saja lena. Read More Shayari: Hall Apna Tumhey Batana Kya

Anjaam kee paravaah hotee to

Anjaam kee paravaah hotee to

Anjaam kee paravaah hotee to, Hum mohabbat karna chhod dete, Mohabbat mein to jidd hotee hai, Aur jidd ke bade pakke hain hum! Read More Shayari: Aap humsey hum aapsey pyar patey rahey

Wo mil jatey hai kahani ban kar

Wo mil jatey hai kahani ban kar

Wo mil jatey hai kahani ban kar, Dil mein bas jatey hain nishani ban kar, Jinhay hum rakhtey hai apni aankhon mein, Kyun nikal jatey hain wo paani bankar. Read More Shayari: Kisi ki jindagi...