Tanha Rahna To Seekh Liya Humney,
Par Khush Kabhi Na Rah Payengaye,
Teri Duri To Phir Bhi Sah Leta Hai Ye Dil,
Par Teri Mohabbat Kay Bin Ji Na Payengaye.
Read More Shayari: Mere Haathon Se Gir

Tanha Rahna To Seekh Liya Humney,
Par Khush Kabhi Na Rah Payengaye,
Teri Duri To Phir Bhi Sah Leta Hai Ye Dil,
Par Teri Mohabbat Kay Bin Ji Na Payengaye.
Read More Shayari: Mere Haathon Se Gir

Mere haathon se gir
Gayi lakeeren kahin,
Bhul aaye hum apni
Takdeeren kahin,
Agar mile tumko kahin
To utha lena,
Mere hisse ki har khushi
Apne haathon par saja lena.
Read More Shayari: Hall Apna Tumhey Batana Kya

Haal apna tumhey batana kya,
Cheer kay dil tymhey dikhana kya,
Wahi rona hai sada ka ab bhi,
Dastann phir wohi dohrana kya,
Bekarari hi hai judai mein,
Gum ki baatein tumhey sunna kya,
Meri chuppi mein teri mohbbbat hai,
Bewajah hoton ko hilana kya.
Read More Shayari: Jo Teer Bhi Aata Wo Khaali Nahi Jata

Jo teer bhi aata wo khaali nahi jata,
Mayus mere dil se sawali nahi jata,
Kantey hi kiya kartey hai phollon ki hifazat,
Phollon ko bachaney koi mali nahi jata.
Read More Shayari: Tu To Wada Kar Kay Bhi Mukar Jati Hai

Tu to wada kar kay bhi mukar jati hai,
Teri yaad badi bholi hai chali aati hai,
Din to jaisay tesay gujar hi jata hai,
Raat berahm aati hai sitam dhaati hai,
Ek aainey sa aasmaan mein tanga chaand,
Tasveer ismein bhi teri hi nazar aati hai,
Ithalaati shamma sa mukaddar tere hissay,
Parvaney si kismat roj mujhey jalati hai.
Read More Shayari: Kuch hans kar bol diya karo

Kuch hans kar bol diya karo,
Kuch hans kar tall diya karo,
Youn to bahut pareshaniyan hai,
Tumko bhi mujhko bhi,
Magar kuch faisley waqt par dal diya karo,
Na janey kal koi hasaney wala miley na miley,
Isliye aaj hi hasrat nikaal liya karo.
Read More Shayari: Anjaam kee paravaah hotee to

Anjaam kee paravaah hotee to,
Hum mohabbat karna chhod dete,
Mohabbat mein to jidd hotee hai,
Aur jidd ke bade pakke hain hum!
Read More Shayari: Aap humsey hum aapsey pyar patey rahey

Aap humsey hum aapsey pyar patey rahey,
Mohabbat ka ahsaas yunhi jagatey rahey,
Hokay hamesa kay liye ek dusrey kay,
Valentine Day hum sath manatey rahey.
Read More Shayari:http://www.realshayari.com/wo-mil-jatey-hai-kahani-ban-kar/

Wo mil jatey hai kahani ban kar,
Dil mein bas jatey hain nishani ban kar,
Jinhay hum rakhtey hai apni aankhon mein,
Kyun nikal jatey hain wo paani bankar.
Read More Shayari: Kisi ki jindagi sirf

Kisi ki jindagi sirf
Do wajah se badlte hai,
Ek koi bahut khaas insaan
Uski jindagi mein aa jaye,
Dusra koi bahut khaas insaan
Uski jindagi se chala jaye.
Read More Shayari: Tumko Samjhta Hun Ae Dost