Jo teer bhi aata wo khaali nahi jata,
Mayus mere dil se sawali nahi jata,
Kantey hi kiya kartey hai phollon ki hifazat,
Phollon ko bachaney koi mali nahi jata.
Read More Shayari: Tu To Wada Kar Kay Bhi Mukar Jati Hai

Jo teer bhi aata wo khaali nahi jata,
Mayus mere dil se sawali nahi jata,
Kantey hi kiya kartey hai phollon ki hifazat,
Phollon ko bachaney koi mali nahi jata.
Read More Shayari: Tu To Wada Kar Kay Bhi Mukar Jati Hai

Tu to wada kar kay bhi mukar jati hai,
Teri yaad badi bholi hai chali aati hai,
Din to jaisay tesay gujar hi jata hai,
Raat berahm aati hai sitam dhaati hai,
Ek aainey sa aasmaan mein tanga chaand,
Tasveer ismein bhi teri hi nazar aati hai,
Ithalaati shamma sa mukaddar tere hissay,
Parvaney si kismat roj mujhey jalati hai.
Read More Shayari: Kuch hans kar bol diya karo

Kuch hans kar bol diya karo,
Kuch hans kar tall diya karo,
Youn to bahut pareshaniyan hai,
Tumko bhi mujhko bhi,
Magar kuch faisley waqt par dal diya karo,
Na janey kal koi hasaney wala miley na miley,
Isliye aaj hi hasrat nikaal liya karo.
Read More Shayari: Anjaam kee paravaah hotee to

Anjaam kee paravaah hotee to,
Hum mohabbat karna chhod dete,
Mohabbat mein to jidd hotee hai,
Aur jidd ke bade pakke hain hum!
Read More Shayari: Aap humsey hum aapsey pyar patey rahey

Aap humsey hum aapsey pyar patey rahey,
Mohabbat ka ahsaas yunhi jagatey rahey,
Hokay hamesa kay liye ek dusrey kay,
Valentine Day hum sath manatey rahey.
Read More Shayari:http://www.realshayari.com/wo-mil-jatey-hai-kahani-ban-kar/

Wo mil jatey hai kahani ban kar,
Dil mein bas jatey hain nishani ban kar,
Jinhay hum rakhtey hai apni aankhon mein,
Kyun nikal jatey hain wo paani bankar.
Read More Shayari: Kisi ki jindagi sirf

Kisi ki jindagi sirf
Do wajah se badlte hai,
Ek koi bahut khaas insaan
Uski jindagi mein aa jaye,
Dusra koi bahut khaas insaan
Uski jindagi se chala jaye.
Read More Shayari: Tumko Samjhta Hun Ae Dost

Tumko Samjhta Hun Ae Dost,
Kyonki Sabko Hi Aajma Chuka Hun,
Kahin Tumko Bhi Pacchtana Na Padey Yahan,
Kai Haseenao Se Dhoka Kha Chuka Hun Main.
Read More Shayari: Dua Maangi Thi Aashiyaney Ki

Dua maangi thi aashiyaney ki
Chal padi aandhiyan jamaney ki
Mera gum koi nahi samjah paya
Kyonki meri aadat thi muskuraney ki
Read More Shayari: Kisi Na Kisi Pe Kisi Ko

Kisi na kisi pe kisi ko
Aetbaar ho jata hai,
Ajnabi koi shaks
Yarr ho jata hai,
Khubiyon se nahi hoti
Mohabbat sadaa,
Khamiyon se bhi aksar
Pyar ho jata hai.
Read More Shayari: Mausam Chaahe Badalte Rahe