Tag: Boyfriend Shayari

  • Nahi Talash Mujhe Uski Jo Mujhe Sahara De..!

    Nahi Talash Mujhe Uski Jo Mujhe Sahara De..!

    Nahi talash mujhe uski jo mujhe sahara de..!

    Mujhe uski talash hai jo usse pehle hi mera hath tham le..!!

  • Na Rah Ye Aasan Na Manzil Kareeb Hai..!

    Na Rah Ye Aasan Na Manzil Kareeb Hai..!

    Na Rah ye aasan na manzil kareeb hai..!

    Mukhtasar si hai zindagi, aur Khwab ajeeb hai..!!

  • Zabt kar leta hoon

    Zabt kar leta hoon

    Zabt kar leta hoon khud ko jab tera khayal aata hai,
    Magar kya kare har aks mein tu nazar aata hai,
    Mera khuda tu meri zindagi teri hai,
    Tu ibaadat tu hai jaan ab bas ye samajh aata hai.

  • Dariya-E-Isqh Mein

    Dariya-E-Isqh Mein

    Dariya-e-ishq mein gota lagane ko ye dil machal raha,
    Na mani kisi ki aur usme ja gira,
    Ufanta raha, sitam dard sehta raha,
    Maujon ke sang vo machalta raha.

    Akhir mein jakar usne baat meri mani,
    Akele ki na thi ye uski kahani,
    Vo haqekat jise jaan kar sabka dil khil jata hai,
    Didar-e ishq mein shukoon kisko milta hai.

  • Kar Itni Mohabbat

    Kar Itni Mohabbat

    Kar itni mohabbat ke sitam majboor ho jaye,
    Na kar itna sitam ke mohabbat choor ho jaye,
    Ho jidd sath jeene marne ki har janam yu ki,
    Judai si kismat bhi humse dar kar door ho jaye.

  • Itna Kaafi Nahi

    Itna Kaafi Nahi

    Itna kaafi nahi ke sath hoon tere,
    lazzat-e-angoor ki beti ki tarah,
    Ek tu hai jo ruthi hai kahin humse,
    dil-e -bahar mein bujhte diye ki tarah.

  • Kehte Hain Har Baat Jubaan Se

    Kehte Hain Har Baat Jubaan Se

    Kehte Hain Har Baat Jubaan Se

    Hum Ishara Nahi Karte,

    Aasman Par Chalne Wale

    Zamin Se Gujara Nahi Karte,

    Har Halat Ko Badlne Ki

    Himmat Hai Hum Mein,

    Waqt Ka Har Faisla Hum

    Ganwara Nahi Karte.

    कहते है हर बात जुबां से हम इशारा नहीं करते,
    आसमान पर चलने वाले जमीं से गुज़ारा नहीं करते,
    हर हालात को बदलने की हिम्मत है हम में,
    वक़्त का हर फैसला हम गंवारा नहीं करते।

    Read More Shayari: Teri Mohabbat Mein

  • Teri Mohabbat Mein

    Teri Mohabbat Mein

    Teri Mohabbat Mein,

    Aur Meri Fhitrat Mein,

    Bas Fhark Hai Itna.

    Tera Attitude Nahi Jata,

    Aur Mujhe Jhukna Nahi Aata.

    Read More Shayari: Kyun Teri Yaad

  • Kyun Teri Yaad

    Kyun Teri Yaad

    Kyun Teri Yaad

    Hume Satane Aayi,

    Kyun Haq Chahat Ka

    Jatane Aayi,

    Bhulna Chahte Hain

    Hum Jin Kasmo Ko,

    Kyun Un Kasmo Ko

    Nibhane Aayi.

    Read More Shayari: Tujhe Bhool Kar Bhi

  • Tujhe Bhool Kar Bhi

    Tujhe Bhool Kar Bhi

    Tujhe Bhool Kar Bhi

    Na Bhool Payenge Hum,

    Bas Yahi Ek Wada

    Nibha Payenge Hum,

    Mita Denge Khud Ko Bhi

    Jahan Se Lekin,

    Tera Naam Dil Se

    Na Mita Payenge Hum.

    Read More Shayari: Jinki Yaad Mein Hum