जलो ए जलने वालों
मुझसे तुम खूब जलो
जलो मेरे काम से जलो
मेरे रुतबे से जलो
मेरी हैसियत से जलो
मेरी पहुंच से जलो
मेरी रूह से ना जलो
मेरी रूह को नापाक ना करो
मेरी रूह को पूरा करना है एक वादा खुदा का
उसे दुनियां के मसलों के तराज़ू में ना रखो
जिस्म है दुनिया का और रूह है खुदा की
उसे अपनी मंजिशों से नापाक ना करो
मेरी रूह से ना जलो
जलो ए जलने वालों मुझसे तुम खूब जलो
जलो मेरे काम से जलो
मेरे रुतबे से जलो
मेरी हैसियत से जलो
मेरी पहुंच से जलो
मगर मेरी रूह से ना जलो
मगर मेरी रूह से ना जलो
Tag: asli shayari
-

जलो ए जलने वालों
-

Yun Dekh Kar Guzra Zamana
Yun dekh kar guzra zamana, tanhaiyon mein sochta hoon,
Kya paya hai maine ab tak aur kya khojta hoon,Har pal nazar aata hai mujhko, guzra hua vo haseen pal,
Jisne badal dia mujhe aur toot kar yun bikhra hoon. -

Gar Yakeen Hai Khud Pe
Aasman ko zameen se mila de gar yakeen hai khud pe,
Pyase ko dariya se mila de, gar yakee hai khudpe,
Zamana aaj hai khudgarjon ka, baimanon ka,
Tu sambhal le khud ko gar yakee hai khudpe.Bari zillat sahi hai, bichhe hain har mor pe kante,
Tu hasta hua gujarle gar yakeen hai khud pe,
Is daur mein khai hai humne thokar kai,
Basera karle har ek dil mein gar yakeen hai khudpe.Nigahon par parde, julm ki aandhi si chhai hai,
Karde ujala apne ilm ki raushni se gar yakeen hai khudpe,
Tu likh to raha hai ye apni falsafa aye Hassaan !
Ise dusro ke dil mein basa de gar yakeen hai khudpe. -

Samundar ne duboe hai Kashtiyan kai hastiyon ke
Samundar ne duboe hai Kashtiyan kai hastiyon ke,
Humne to doobte tinko se jahaz bante dekha hai,
Arman hai ki banana hai burz chand pe unko,
Humne to kachchi mitti se Taj ko bante dekha hai.Tunde mukhalif se ladkhada jate hai kai Baaz aksar,
Humne to kamzor parindon ko baaz bante dekha hai,
Sab bhagte hai duniya ki chamakti roshni ke pichhe,
Humne to andheron mein kitno ko chamakte dekha hai. -

Jab Bhi Dekha Humne Khushi Ka Chehra
Jab bhi dekha humne khushi ka chehra,
Mujhe tera chand sa chehra dikhne laga,
Teri muskurahat mein ab mujhe,
Har gehna feeka lagne laga.Teri masoom zuban kya kehti hai mai nahi janta,
Mujhe to tera bas kehna achha lagne laga,
Maa ki anchal me jaker jo chhup jati tu chupke se,
Tujhe dekh yun khush, mujhe jeena achha lagne laga.