Ai Ku-e-Yar Tere Zamane Guzar Gae
Ai ku-e-yar tere zamane guzar gae Jo apne ghar se aae the vo apne ghar gae Ab kaun zaḳhm o zahr se rakkhega silsila Jiine kI ab havas hai hameN ham to mar ga.e Ab kya kahun ki saara mohalla...
Asli Shayar / Jaun Eliya / Shayar
by admin · Published March 21, 2018 · Last modified April 30, 2018
Ai ku-e-yar tere zamane guzar gae Jo apne ghar se aae the vo apne ghar gae Ab kaun zaḳhm o zahr se rakkhega silsila Jiine kI ab havas hai hameN ham to mar ga.e Ab kya kahun ki saara mohalla...
Asli Shayar / Jaun Eliya / Shayar
by admin · Published March 21, 2018 · Last modified April 27, 2018
Abhi farman aaya hai vahan se Ki hat jaun main apne darmiyan se Yahan jo hai tanaffus hi men gum hai Parinde ud rahe hain shaḳh-e-jan se Daricha baaz hai yadon ka aur main...
Asli Shayar / Jaun Eliya / Shayar
by admin · Published March 19, 2018 · Last modified April 30, 2018
Ab kisi se mira hisab nahin Meri ankhon men koi ḳhvab nahin Khuun ke ghunT pi raha huun main Ye mira ḳhuun hai sharab nahin Main sharabi huun meri aas na chhin Tu miri aas hai sarab nahin Noch phenke labonnse main ne saval Taqat-e-shoḳhi-e-javab nahin Ab to punjab...
Asli Shayar / Jaun Eliya / Shayar
by admin · Published March 19, 2018 · Last modified April 30, 2018
Aḳhiri baar aah kar li hai MaiN ne ḳhud se nibah kar li hai Apne sar ik bala to leni thi Main ne vo zulf apne sar li hai Din bhala kis tarah guzaroge Vasl ki shab bhi ab guzar li hai Jan-nisaron pe vaar kya karna Main ne...
Asli Shayar / Jaun Eliya / Shayar
by admin · Published March 19, 2018 · Last modified April 30, 2018
Aadmi vaqt par gaya hoga Vaqt pahle guzar gaya hoga Vo hamari taraf na dekh ke bhi Koi ehsan dhar gaya hoga Khud se mayas ho ke baitha huun Aaj har shaḳhs mar gaya hoga Shaam tere dayar men aḳhir Koi to apne...
Asli Shayar / Jaun Eliya / Shayar
by admin · Published March 19, 2018 · Last modified April 30, 2018
Aaj lab-e-guhar-fishan aap ne va nahin kiya Tazkira-e-ḳhajista-e-ab-o-hava nahin kiya Kaise kahen ki tujh ko bhi ham se hai vasta koi Tu ne to ham se aaj tak koi gila nahin kiya Jaane tiri...
Allama Iqbal / Asli Shayar / Shayar
by admin · Published March 14, 2018 · Last modified April 30, 2018
Anokhi vaza hai saare zamane se nirale hain Ye ashiq kaun si basti ke ya-rab rahne vaale hain Ilaj-e-dard men bhi dard ki lazzat pe marta huun Jo the chhalon men kante nok-e-sozan se nikale hain Phala-phula rahe ya-rab chaman meri umidon ka Jigar ka ḳhuun de...
Allama Iqbal / Asli Shayar / Shayar
by admin · Published March 14, 2018 · Last modified April 30, 2018
Amin-e-raz hai mardan-e-hur ki darveshi Ki jibrail se hai us ko nisbat-e-ḳhveshi Kise ḳhabar ki safine Dubo chuki kitne Faqih o suufi o sha.ir ki na-ḳhush-andeshi Nigah-e-garm ki sheron ke jis se hosh ud jaaen Na ah-e-sard ki hai gosfandi o...
Allama Iqbal / Asli Shayar / Shayar
by admin · Published March 14, 2018 · Last modified April 30, 2018
Agar kaj-rau hain anjum asman tera hai ya mera Mujhe fikr-e-jahan kyuun ho jahn tera hai ya mera Agar hangama-ha-e-shauq se hai la-makan ḳhali Khata kis ki hai ya rab la-makan tera hai ya mera Use subh-e-azal inkar ki jurat hui kyunkar Mujhe malum kya vo raz-dan tera hai ya mera Mohammad bhi tira jibril bhi quran bhi tera Magar...
Allama Iqbal / Asli Shayar / Shayar
by admin · Published March 14, 2018 · Last modified April 30, 2018
Aflak se aata hai nalon kā javab aḳhir Karte hain ḳhitab aḳhir uthte hain hijab aḳhir Ahval-e-mohabbat men kuchh farq nahin aisa Soz o tab-o-tab avval soz o tab-o-tab aḳhir Main tujh ko batata huun taqdir-e-umam kya hai Shamshir-o-sinan avval taūs-o-raubab aḳhir Mai-ḳhana-e-europe ke dastūr...
Follow: