Khawabo Ke Machan Pe Lagaya Tha, Teri Yaado Ka Sehra..!
Khawabo ke machan pe lagaya tha, teri yaado ka sehra..! Tinka tinka joda tha, is dil ke paydan pe..!! Aik phunk hi to thi, Koe aandhi thodi na thi..! Phir kyse bikhar gae, dastan-e-ishque...
Asli Shayar / Hassaan Ahmad Noori / Life / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Shayar / तन्हाई / प्यार
by admin · Published December 28, 2020
Khawabo ke machan pe lagaya tha, teri yaado ka sehra..! Tinka tinka joda tha, is dil ke paydan pe..!! Aik phunk hi to thi, Koe aandhi thodi na thi..! Phir kyse bikhar gae, dastan-e-ishque...
Asli Shayar / Friendship / General / Hassaan Ahmad Noori / Life / Love and Relationships / Sharab E Shayari / Shayar / ग़म / ज़िन्दगी
by admin · Published December 21, 2020 · Last modified December 25, 2020
Nafrat hi to hai ker lo, magar paymana to bata do mujhko..! Koshish to hum bhi karenge, taki apna banalo mujhko..!! Kuch log kahenge kuch zamana kehta aaya hai..! Sunni kiski hai ye bhi...
Asli Shayar / Attitude Shayari / Bewafa Shayari / BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Hassaan Ahmad Noori / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sad / Sharab E Shayari / Shayar / ग़म / प्यार
by admin · Published December 21, 2020 · Last modified December 25, 2020
Kyse Jiye ye zindagi vo kirdar likh do..! Nahi samjh aaye to mera naam likh do..!! Naya naya ishque hai acha to lagega abhi..! Kuch pal thahar jao phir intekam likh do..!!
Asli Shayar / General / Hassaan Ahmad Noori / Life / Loneliness / Love / Love and Relationships / Sad / Shayar / ग़म / ज़िन्दगी / तन्हाई / दोस्ती
by admin · Published December 17, 2020 · Last modified December 25, 2020
Kabhi khamoshi ko bhi sunne ki koshish kro ke, siddat bhut hai iski awaz me..! Tumne aksar unko suna hai jo dabate hai tumhe apni tez awaz se..! Darte vhi hai jisne apni zimmedariyon...
Asli Shayar / General / Hassaan Ahmad Noori / Life / Loneliness / Love and Relationships / Sad / Shayar / ग़म / ज़िन्दगी / तन्हाई
by admin · Published December 17, 2020 · Last modified December 25, 2020
Na mai acha na bura , mai to apne hi rah ka fakeer hu..! Manzil abhi mili kha, mai abhi bhi rahgeer hu..!!
Asli Shayar / Attitude Shayari / Bewafa Shayari / BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love and Relationships / Romantic Shayari / Shayar / ज़िन्दगी / प्यार / हिंदी
by admin · Published December 12, 2020 · Last modified December 25, 2020
Bahane dundhta hu baat kerne ki tujhse, per na jane kyu aankhe churata hai tu mujhse..! Mujhse hai koe shikaayat ya shikva hai khud se,Teri aankho me tere dil ka haal dikhta hai.Tu bhi...
Asli Shayar / BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari
by admin · Published April 30, 2020 · Last modified December 3, 2020
Pyaar se pyara nahi milta zindagi mein koi, Jo hai pass apke, usko sambhal kar rakhna, Yun na samajh ki jo tera hai wo tera hi rahega, Kyunki ek baar khokar pyar dobaara nahi...
Bewafa Shayari / BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sad / Sharab E Shayari / ग़म / प्यार
by admin · Published April 30, 2020
Ye ishq mohabbat ki bewafaai to yu hi badnam hai, Zindagi mein zindagi se jyada bewafa koi nahi, Kab, kahan aur kaise chhod jayegi pata nahi, Isko bas bahana chahaiye aur kuchh nahi.
BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sharab E Shayari / प्यार
by admin · Published April 30, 2020
Jalate hain hum apne dil ko diye ki tarah, Teri zindagi mein khushiyon ki roshni lane ke liye, Seh jate hain har chubhan ko apne pairon tale, Tera rahun mein phool bichhane ke liye.
BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / प्यार
by admin · Published April 29, 2020
Hum peena chahte hain unki nigaahon se, hum jeena chahte hain unki panaahon mein, hum chalana chahte hain unki raahon mein, hum marna chahte hain unki hi bahon mein.
Follow: