Kabhi Gam To Kabhi Tanhai Maar Gayi,
Kabhi Yaad Aa Kar Unaki Judai Maar Gayi,
Bahut Toot Kar Chaaha Jisako Hamane,
Aakhir Mein Unaki Hi Bewafai Maar Gayi.
Category: Sad
Collection of Real Shayari in Sad Category
-

Kabhi Gam To Kabhi Tanhai Maar Gayi
-

Kitne Badaal Gye Hai Wo Halat Ki Tarah
Kitne badaal gye hai wo halat ki tarah
Jab bhi mile hai pahli mulakart ki tarah
Ham kya kisi ke husn ka saqda karte
Ek jindagi mili bhi to khairat ki tarah -

Ulajhi Huyi Sham Ko Pane Ki Jid Naa Karo
Ulajhi huyi sham ko Pane ki jid naa karo
Jo naa ho apna use Apna bnane ki jid naa karo
Is samundar mai tufan bahut Aate hai
Iske Sahitya par ghar bnane ki jid naa karo -

Har Taraf Hoti Khushi To Yah Veerane Kaha Jate
Nahi milta gam mohbbat mai to
Barbadi ke afsane kaha jate
Har taraf hoti khushi to yah veerane kaha jate
Achha hi hua ki tum gair nikale
Sab agar apne hote to Begane Kaha jate..
-

Chalte Chalte Usne Ek Bahut Ajeeb Si Bat Kahi
Chalte Chalte usne ek bahut Ajeeb si bat kahi
Tum jindagi ho meri or mujhe jindagi se nafarat hai
-

Wada To Kar Dete Hai
Wada to kar dete hai
Nibhana bhul jate hai
Aag lagakar dil main
Bhujhana bhul jate hai
Ab to Aadat si ho gayi hai
Ki rulate hai bahut lekin
Aansu pochana bhul jate hai
Ruthakar hme Manana bhul jate hai…
-

Waqt Hai Badla Log Hain Badle
Waqt hai badla, log hain badle
Rishton ke hain, ehsaas bhi badle
Lekin, dil ke us aarzoo ka kya
Jo har pal badalte lamhe, ke saath hain Tadpe
Main aaj bhi un lamho ki,
Yaadon ke,sahare jeeta hoon,
Dil ko kudhke behlane ki,
Betorr koshish karta hoon.Ajeeb si kashish hai,
Beeten un lamho me
Aage Badh kar bhi,
Zehan wahi thehra hai.Dil bhi jaan gaya hai,
Meri meri is Kashmakash ko,
Ab to bhi jaan kar,
Anjaan ban baitha hai. -

Yaad Rakhne Ke Liye Aap Ki Koi Cheej Chahiye
Yaad Rakhne ke liye aap ki koi cheez chahiye
aap nahi to apki tasveer chahiye….
aapki tasveer hamara dil behla na sakegi
kyoki vo aapki tarah muskara na sakegi…..
-

Baadal Hai Bahut Aur Baarish Bhi
Baadal hai bahut aur baarish bhi
Sadkon me machi hai jal thal bhimastaaani hawaayen behthi hain
hai raqs me saara jungle bhiAur Mor bhi sab par khole hai
baaghon me papiha bole haiKoi dil ko mere phir kheeche hai
Baadal hai bahut aur baarish bhi..
Hai raqs me saara jungle bhilekin wo ti sab kuch baahar hai
Main yaad me khoya baitha hoonYahaan khushk hai mausam, Khushk hai hawaa
Dil bhi hai bahut, Tanha TanhaEk baar to aa jao milne
Main Asshk-e-Nadamat BarsaaunAndar bhi bahut phir baarish ho
Yaadon ke samandar khul jaayenSail-e-asshk se jal thal mach jaaye
Sail-e-asshk se darya bhar jaayePhir shor is dil se shayad kam ho
Phir dard mera shayad kam ho…