Chalte Chalte usne ek bahut Ajeeb si bat kahi
Tum jindagi ho meri or mujhe jindagi se nafarat hai
Collection of real and authentic Shayari by Authors across the globe.

Chalte Chalte usne ek bahut Ajeeb si bat kahi
Tum jindagi ho meri or mujhe jindagi se nafarat hai

Barbad kar deti hai Mohbbat
Har Pyar karne wale ko
kyoki Mohbbat har nhi manti
Or Dil bat nahi manta.

Apani apni jindagi ke alag usool hai
Dost ki khatir to sab kabool hai
Hans kar chaldu kanch ke tukdo par bhi
Agar Dost yah Kahade ki yh mere
Bichaye fool hai …

Jindagi mai abhi udan waki hai
Har mod par imtahaan waki hai ,
Abhi too bas aap pareshan hai hamse
Abhi to puri duniya waki hai ,

Wada to kar dete hai
Nibhana bhul jate hai
Aag lagakar dil main
Bhujhana bhul jate hai
Ab to Aadat si ho gayi hai
Ki rulate hai bahut lekin
Aansu pochana bhul jate hai
Ruthakar hme Manana bhul jate hai…

Mana ki ham aapse milne nahi aate
Lekin iska matlab yah nhi ki Aap hme yad nahi aate
Mana ki dunia ke sare rishte nibhaye nahi jate
Lekin dil main base rishte Bhulaye nahi jate ..

Dil Ka Koi bhi Tukada Kabhi
Dil Se Juda nhi Ho sakta hai
Achha, Bura jesa bhi hota hai
Tukada to Dil ka hai or
Dil ka Hi rahta hai..

Suno Tum meri jid nhi jo puri ho,
Tum to meri dhadakan ho jo jaruri ho…..
Tum koi mausam nahi jo badal jaoge,
Tum kl bhi Hmare the, kl bhi hmare hi rahoge…..

Waqt hai badla, log hain badle
Rishton ke hain, ehsaas bhi badle
Lekin, dil ke us aarzoo ka kya
Jo har pal badalte lamhe, ke saath hain Tadpe
Main aaj bhi un lamho ki,
Yaadon ke,sahare jeeta hoon,
Dil ko kudhke behlane ki,
Betorr koshish karta hoon.
Ajeeb si kashish hai,
Beeten un lamho me
Aage Badh kar bhi,
Zehan wahi thehra hai.
Dil bhi jaan gaya hai,
Meri meri is Kashmakash ko,
Ab to bhi jaan kar,
Anjaan ban baitha hai.