Maine apni har ek sans tere naam kardi hai
Logo mai yah jindagi badnaam kardi hai
Ab yah aaina bhi kis kaam ka mere
maine to apni parchhayi bhi tere naam kardi hai
Category: English
Collection of real and authentic Shayari by Authors across the globe.
-

Maine To Apni Parchhayi Bhi Tere Naam Kardi Hai
-

Sitare Bhi Dusre Ke Liye Jagah Chod Dete Hai
Es duniya mai kuch bhi mushkil nahi
Fir bhi log apne irade badal dete hai
Sacche dil se mango to sahi kuch
Sitare bhi dusre ke liye jagah chod dete hai -

Jab Bhi Yah Khayal Aaya Khud Ko Akela Hi Paya
Hame bhi pyar karne ka khayal aaya
Jab bhi yah khayal aaya khud ko akela hi paya
Dhudte rahe duniya mai ek hamsafar
Jo mila usko dhokhewaj ya wevafa paya -

Yadau Ke Deepak Jala Ke Mai Rah Gayi
In chand sitaro mai simat kar rah gayi
Yadau ke deepak jala ke mai rah gayi
Tum do kadam bhi sath mere chal nahi sake
Khud ko musafir hi bna kar mai rah gayi
Ye kuchh dino ki hai jindagi meri
Sadiyo ki tarah ise bitrakar mai rah gayi
Mujhe junun-a-ishq mai koi khabar nahi
Duniya ko is kadar bhula ke mai rah gayi -

Kitne Badaal Gye Hai Wo Halat Ki Tarah
Kitne badaal gye hai wo halat ki tarah
Jab bhi mile hai pahli mulakart ki tarah
Ham kya kisi ke husn ka saqda karte
Ek jindagi mili bhi to khairat ki tarah -

Jo Is Daur Mai Bhi Bafa Ki Ummid Krte Hai
Bade nadan hai wo log
Jo is daur mai bhi bafa ki ummid krte hai
Is daur mai to dua kabul na ho
To log bhagwan badal lete hai -

Khud Se Bada Duniya Mai Hamsafar Nahi Hota
Kyu kahte ho Ki kuch behtar nahi hota
Sach yah hai ki jesa chaho wesa nahi hota
Koi tumhra sath Na de to Gam naa kar
Khud se bada duniya mai Hamsafar nahi hota -

Chirag Hawa Mai Bhi Jalte Rahe
Ankho Mai manjile thi
Gire Aur sambhalte rahe
Andhiyo mai kaha dam tha
Chirag hawa mai bhi jalte rahe -

Ulajhi Huyi Sham Ko Pane Ki Jid Naa Karo
Ulajhi huyi sham ko Pane ki jid naa karo
Jo naa ho apna use Apna bnane ki jid naa karo
Is samundar mai tufan bahut Aate hai
Iske Sahitya par ghar bnane ki jid naa karo -

Apne Hausale Ko Yah Mat Btaiye
Apne hausale ko yah mat btaiye
Ki aapki Problem kitni badi hai
balki Problem ko yh btao
Ki aapka hausala kitna bda hai.