Pyar hai pyar ka haq jataenge…!
Pyar hai pyar ka haq jataenge…! Dushmani koe rishta thodi na hai jo nibhaenge..! Khushi hoti to aaene me dikha dete mujhko…! Ye gam hai jo sirf teri aankho me dikhega mujhko..!
Asli Shayar / Attitude Shayari / Bewafa Shayari / Hassaan Ahmad Noori / Love / Romantic Shayari / Shayar / پیار / प्यार
by admin · Published January 7, 2021
Pyar hai pyar ka haq jataenge…! Dushmani koe rishta thodi na hai jo nibhaenge..! Khushi hoti to aaene me dikha dete mujhko…! Ye gam hai jo sirf teri aankho me dikhega mujhko..!
Asli Shayar / General / Girlfriend Shayari / Hassaan Ahmad Noori / Loneliness / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Shayar / پیار / ग़म / प्यार / हिंदी
by admin · Published January 6, 2021
Dard hai dil me, maine chupaya kab tha..! Yeto teri aankho me bhare moti hai jo tujhe dikhae nhi dete..!! Gum me duub gya hu, had se zaja bikhar ke mai..! Tu tadapta rehgya...
Asli Shayar / Hassaan Ahmad Noori / Life / Sad / Shayar / دوستی / ग़म / ज़िन्दगी
by admin · Published January 6, 2021
Dard tab na tha jab chot humko lagi..! Ehsaas tab hua jab unko tadapta dekha..!! Khud bhuke rehna asaan tha..! Takleef tab hue jab bacho ko bhuk se bilakte dekha..!!
Asli Shayar / BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Hassaan Ahmad Noori / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Shayar / پیار / प्यार
by admin · Published January 6, 2021
Dastan-e-ishque ka milti hai aj kal..! Ishque to aj aam bimari hai..!! Kisi ko yaad kerna to aasan hai..! Bhul jao to asal ishque ki nisani hai..!!
Asli Shayar / Girlfriend Shayari / Hassaan Ahmad Noori / Love and Relationships / Romantic Shayari / Shayar / پیار / प्यार
by admin · Published January 6, 2021
Ye teri jhil si ankho me Ratjaga ki bhanwar..! Ye tere phool se chehre pe Chandni ki phuhar..!! Ye benayaz ghane jungle se baal tere…! Ye phulti hue sarso ka aks tere galo pe..!!...
Asli Shayar / Friendship / Hassaan Ahmad Noori / Life / Shayar / دوستی / ज़िन्दगी / तन्हाई
by admin · Published December 28, 2020
Na lamha, na aik pal jia, is khauf se aie momin..! Ke kahi palak jhapakte hi, sunhare khawab me na khojau..!! Haqeeqat ko pane ke kitne kareeb tha mai..! Kahi phir se ankh na...
Asli Shayar / Azadi / General / Hassaan Ahmad Noori / Life / Shayar / تنہائی / دوستی / ज़िन्दगी
by admin · Published December 28, 2020
Tamanna mujhe bhi thi aasma chune ki..! In unchi patango si bin pakh hawa me udjane ki..!! Lekin mai khud ki hi khamoshi na samjh saka..! Ab samjha to phir se zinda hua hu...
Asli Shayar / Attitude Shayari / General / Hassaan Ahmad Noori / Life / Shayar / دوستی / ज़िन्दगी / दोस्ती
by admin · Published December 28, 2020
Anjane me kuch alfaz nasuur banjate hai aksar..! Apne har alfaaz pe marham banane se acha hai..!! Mujhe apni soch ka mukhbir banalo tum..!!
Asli Shayar / Hassaan Ahmad Noori / Life / Loneliness / Romantic Shayari / Sad / Shayar / تنہائی / دوستی / ग़म
by admin · Published December 28, 2020
Haqeeqat Jan ker preshan ho gae ye raat..! Ke mere aane se bhi phiki kyu nhi hue ye raat..!! Use bada gurur tha apne astitva pe..! Bhul baitha tha ke uska astitva bhi hai...
Asli Shayar / Hassaan Ahmad Noori / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Shayar / پیار / प्यार
by admin · Published December 28, 2020
Sharmahat parda hai us benayaz khubsoorti ka..! Jo pighalti hai tere noor-e-aaftab ke sath..!! Muhabbat khwab nahi, haqeekat ki sada hai..! Dil ki dharkan se sulagti hai ahista ahista..!!
Follow: