Aaj Mai Khush Hoon
Aaj mai khush hoon, kyunki hasna mujhe aaya hai, Ghut ghut kar rehne ke bad jeena mujhe aaya hai, jise sirkast khwabon mein hua karti thi, Aaj vo samne mere nazar ke samne aaya...
Asli Shayar / BoyFriend Shayari / Girlfriend Shayari / Loneliness / Love / Love and Relationships / Romantic Shayari / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / प्यार / हिंदी
by admin · Published April 10, 2020
Aaj mai khush hoon, kyunki hasna mujhe aaya hai, Ghut ghut kar rehne ke bad jeena mujhe aaya hai, jise sirkast khwabon mein hua karti thi, Aaj vo samne mere nazar ke samne aaya...
Ye udasi, ye shikan chehre par kyun hai, Koi zakhm thodi na hai jo dikha duoon tujhko, Arsa hua tujhe muskurata dekhe hue aye dil, Jhuti hansi thodi na hai jo hansa doon tujhko.
Asli Shayar / English / Friendship / General / Life / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / सामान्य / हिंदी
by admin · Published April 9, 2020
Nibhae rishte ki bewajah Apne mila nahi karte, Nasihatein milti bohot, madad sahi nahi milte, Kuch soch kar likha tha ye fasana humne, Kuch jumle purane the badal dale humne, Khuli aankhon mein khwab...
Asli Shayar / Attitude Shayari / English / General / Life / ज़िन्दगी / सामान्य / हिंदी
by admin · Published April 9, 2020
Baagi mat ban tu is samaj mein aye nadaan, Ye tera ghar hi to hai , isse kyun hai tu anjaan, Kisi shaakh pe koi ullu to kya vo uska ghar hoga, Parinde hai...
Attitude Shayari / Friendship / General / Life / Love / Love and Relationships / Sharab E Shayari / ज़िन्दगी / दोस्ती
by admin · Published April 7, 2020
Bohot seh liye dard-e-dil ka haal humne, Aao ab use hum bhula kar to dekhein, Bohot baha liye aansu is gum mein humne, Aao aaj sath mil kar muskura kar to dekhein. Bohot rangeen...
Asli Shayar / Bewafa Shayari / General / Loneliness / Love and Relationships / Sad / Sharab E Shayari / तन्हाई / प्यार
by admin · Published April 7, 2020
Mat kar itni mohabbat aye naadan dil, Pyaar samundar sa gehra hai, paar nahi payega. Toot jayega tu kisi apno ke hi hathon, Kisne toda, ye bayaan nahi kar payega. Shukar kar khuda ka...
Ek chhoti si bachchi Maa se bichhad kar aayi thi, Thodi si mayuus aur bahut jyada ghabrai thi. Maine pyar se use god mein uthaya, Uski aankhon ke aansu pochh gale se lagaya, Uska...
Kisse baat karun ki sab bezuban hai, Aaj ke daur mein fariste ab anjaan hai, Jo tu kare vo hum kare, ye tera manna hoga, Apni marzi pe hum chale ye tujhe janna hoga,...
Asli Shayar / Bewafa Shayari / Girlfriend Shayari / Love / Sad / हिंदी
by admin · Published April 2, 2020
Aye Ishq tu beemar kyun hua, Zamana badla to tu khuddar kyun hua, Humne to har lamha nibhaya tha tujhko, Tu apno ka hokar bhi Bezar kyun hua.
Kehte Hain Har Baat Jubaan Se Hum Ishara Nahi Karte, Aasman Par Chalne Wale Zamin Se Gujara Nahi Karte, Har Halat Ko Badlne Ki Himmat Hai Hum Mein, Waqt Ka Har Faisla Hum Ganwara...
Follow: