Author: admin

  • Hasta Tha Muj Ko

    Hasta Tha Muj Ko

    Hasta Tha Muj Ko Rula B Detha Tha
    Ker K Wo Moj Say Aksar Waday Bhula B Detha Tha

    Bewafa Tha Mageracha Lagta Tha Dil Ko
    Kabi Kabar Batian Mohabat Ki Sona B Deta Tha

    Kabi Bay Waqt Hi Chala Ata Tha Milnay Ko
    Kabi Mobhat K Qimti Pal Gawa B Daytha Tha

    Tham Layta Tha Hath Mera Yun Hi Kabi
    Khud Kabi Hath Apna Mery Hath Say Chura B Layta Tha

    Ajab Dhop Chaon Sa Tha Mizaj Us Ka
    Motbar B Karta Nazro Say Gira B Daytha Tha

  • Mujhe Gale Se Laga Lo

    Mujhe Gale Se Laga Lo

    Mujhe Gale Se Laga Lo, Bahot Udas Hun Mein,
    Gham E Jahan Se Chuda Lo, Bahot Udas Hun Mein,

    Yeh Intezar Ka Dukh Ab Saha Nahin Jaata,
    Mujhe Paas Bula Lo, Bahot Udas Hun Mein,

    Meri Har Sans Mein, Milne Ki Pyas Palti Hai,
    Sulagh Raha Hai Badan Aur Ruhh Jalti Hai,

    Bacha Sako To Bacha Lo, Bahot Udas Hun Mein,
    Bhatak Chuka Hun Bahot Zindagi Ki Rahon Mein,

    Mujhe Aake Chupa Lo Tum Apni Baahon Mein,
    Bin Tere Mar Na Jaun Kahin,
    Mera Sawal Na Taalo, Bahot Udas Hun Mein.

  • तीन ही चीज़ें इस तेज़ी से बिछड़ती हैं….,

    तीन ही चीज़ें इस तेज़ी से बिछड़ती हैं….,
    इक सूरज की पहली किरन और हम दोनों,

    मैं सितारा हूँ मगर तेज़ नहीं चमकूँगा…,
    देखने वाले की आँखों की सुहूलत के लिए|

  • जलो ए जलने वालों

    जलो ए जलने वालों

    जलो ए जलने वालों
    मुझसे तुम खूब जलो
    जलो मेरे काम से जलो
    मेरे रुतबे से जलो
    मेरी हैसियत से जलो
    मेरी पहुंच से जलो
    मेरी रूह से ना जलो
    मेरी रूह को नापाक ना करो
    मेरी रूह को पूरा करना है एक वादा खुदा का
    उसे दुनियां के मसलों के तराज़ू में ना रखो
    जिस्म है दुनिया का और रूह है खुदा की
    उसे अपनी मंजिशों से नापाक ना करो
    मेरी रूह से ना जलो
    जलो ए जलने वालों मुझसे तुम खूब जलो
    जलो मेरे काम से जलो
    मेरे रुतबे से जलो
    मेरी हैसियत से जलो
    मेरी पहुंच से जलो
    मगर मेरी रूह से ना जलो
    मगर मेरी रूह से ना जलो

  • वो कौन है

    वो कौन है

    वो कौन है जो
    मोहब्बत के बाज़ार में तराज़ू लेके आए हैं
    उनसे कह दो कि सच्ची मोहब्बत का कोई मोल नही होता
    और मोहब्बत बिक जाए
    तो वो अनमोल नहीं होता

  • Jab mujhse Mohabat hi nahi

    Jab mujhse Mohabat hi nahi

    Jab mujhse Mohabat hi nahi toh rokte kyu ho
    Tanhayi mein mere baare mein sochte kyu ho

    Jab manjile hi juda h toh jane do mujhe
    Lot ke kab aaoge ye puchte kyun ho….

    Zakhm laga kar mere Dil pe badi sadagi se
    Mere zakhmi Dil ka haal puchte kyun ho….

    Thukra kar meri Mohabbat ko es tarah……..
    Palat palat kar Pyar se dekhte kyun ho…….

  • अब ना मैं हूँ

    अब ना मैं हूँ

    अब ना मैं हूँ, ना बाकी हैं ज़माने मेरे​,
    फिर भी मशहूर हैं शहरों में फ़साने मेरे​,
    ज़िन्दगी है तो नए ज़ख्म भी लग जाएंगे​,
    अब भी बाकी हैं कई दोस्त पुराने मेरे।

  • खबर सबको थी

    खबर सबको थी

    खबर सबको थी
    मेरे कच्चे मकान की ,
    फिर भी लोगो ने दुआओ में
    बरसात ही मांगी।

  • Ek Bewafa Ko Hum Ne

    Ek Bewafa Ko Hum Ne

    Ek Bewafa Ko Hum Ne Is Dil Mein Jaga Di Thi
    Khuwabon Ki Duniya Apni Us Se Hi Saja Di Thi

    Chaha Tha Us Ko Hum Ne Khud Se Bhi Bohat Barh Kar
    Us Chahat Mein Hum Ne Ye Hasti Hi Mita Di Thi

    Maloom Nahi Tha Hum Ko Woh Bewafa Bhi Hoga
    Us Per Bharosa Karke Khud Ko Hi Saza Di Thi

    Socha Tha Sath Mil Ke Kaatenge Zindagi Ko
    Us Ne To Ek Pal Main Har Baat Bhula Di Thi

    Kaisa Sitam Hai Dekho Woh Kab Se Judda Hai Mujh Se
    Apni Zindagi Jis Ka Saya Sa Bana Di Thi

    Kiya Tha Us Per Bharosa Kyun Hadh Se Barh Kar
    Us Ki Jafa Ne Dil Mein Ek Halchal Si Macha Di Thi