Author: admin

realshayari

वादा ऐसा करो जिसे तुम निभा सको

वादा ऐसा करो जिसे तुम निभा सको चाहो उसको जिसे तुम पा सको दीवाने तो बहुत होते है दुनिया में पर तुम दीवाने ऐसे बनो जिसे दुनिया भुला ना सके|

realshayari

खुश हो जाता हूँ अक्सर तेरा नाम सुनकर

खुश हो जाता हूँ अक्सर तेरा नाम सुनकर मुस्करा जाता हूँ तेरी तस्वीर देखकर तो सोच जब तेरे नाम से इतनी मोहब्बत है तो तुझसे कितनी मोहब्बत होगी |

realshayari

Jab Tak Dahan-E-Zakhm Na Paida Kare Koi

Jab tak dahān-e-zaḳhm na paidā kare koī Mushkil ki tujh se rāh-e-suḳhan vā kare koī Aalam ġhubār-e-vahshat-e-majnūñ hai sar-ba-sar Kab tak ḳhayāl-e-turra-e-lailā kare koī Afsurdagī nahīñ tarab-inshā-e-iltifāt Haañ dard ban ke dil meñ magar...

realshayari

Jab Ba-Taqrib-E-Safar Yar Ne Mahmil Bandha

Jab ba-taqrīb-e-safar yaar ne mahmil bāñdhā Tapish-e-shauq ne har zarre pe ik dil bāñdhā Ahl-e-bīnash ne ba-hairat-kada-e-shoḳhi-e-nāz Jauhar-e-ā.ina ko tūti-e-bismil bāñdhā Yaas o ummīd ne yak-arbada maidāñ māñgā Ijz-e-himmat ne tilism-e-dil-e-sā.il bāñdhā Na bañdhe...

realshayari

Ishq Tasir Se Naumid Nahin

Ishq tāsīr se naumīd nahīñ Jāñ-sapārī shajar-e-bīd nahīñ Saltanat dast-ba-dast aa.ī hai Jām-e-mai ḳhātam-e-jamshed nahīñ Hai tajallī tirī sāmān-e-vajūd Zarra be-partav-e-ḳhurshīd nahīñ Rāz-e-māshūq na rusvā ho jaa.e Varna mar jaane meñ kuchh bhed nahīñ...

realshayari

Ishq Mujhko Nahin Wahshat Hi Sahi

Ishq mujh ko nahīñ vahshat hī sahī Merī vahshat tirī shohrat hī sahī   Qat.a kiije na ta.alluq ham se Kuchh nahīñ hai to adāvat hī sahī   Mere hone meñ hai kyā rusvā.ī...

realshayari

Ibn-E-Maryam Hua Kare Koi

Ibn-e-maryam huā kare koī Mere dukh kī davā kare koī   Shar.a o aa.iin par madār sahī Aise qātil kā kyā kare koī   Chaal jaise kaḌī kamān kā tiir Dil meñ aise ke...

realshayari

Hasil Se Hath Dho Baith Ai Aarzu-Khirami

Hāsil se haath dho baiTh ai ārzū-ḳhirāmī Dil josh-e-girya meñ hai Duubī huī asāmī Us sham.a kī tarah se jis ko koī bujhā de Maiñ bhī jale-huoñ meñ huuñ dāġh-e-nā-tamāmī Karte ho shikva kis...

realshayari.com

Hai Kis Qadar Halak-E-Fareb-E-Wafa-E-Gul

Hai kis qadar halāk-e-fareb-e-vafā-e-gul Bulbul ke kārobār pe haiñ ḳhanda-hā-e-gul Azādī-e-nasīm mubārak ki har taraf TuuTe paḌe haiñ halqa-e-dām-e-havā-e-gul Jo thā so mauj-e-rañg ke dhoke meñ mar gayā Ai vaa.e nāla-e-lab-e-ḳhūnīñ-navā-e-gul Khush-hāl us harīf-e-siyah-mast...