Monthly Archive: November 2021

Zindagi ek khubsoorat khwab hia

Zindagi Ek Khubsoorat Khwaab Hai

Zindagi Ek Khubsoorat Khwaab Hai,Jismein Jeene Ki Khwahish Honi Chahiye,Gam Khud Hi Khushiyon Mein Badal Jayenge,Sirf Muskurane Ki Aadat Honi Chahiye. Wahi Ranjishen Wahi Hasraten,Na Hi Dard-E-Dil Mein Kami Hui,Hai Ajeeb Si Meri Zindagi,Na...

बिछड गया कोई हमसे

बिछड गया कोई हमसे अपना

बिछड गया …बिछड गया कोई हमसे अपना करीबी वक्त की मार मेंकोई हो गया अंजान हमसेकिसमत की इस चाल में टूट कर बिखर गये अरमान मेरेइस कदरफिर टूट गया मेरे इस दिल का भी...

Meri Jaan jane lagi hai

Meri JAAN jane lagi hai

Meri JAAN jane lagi hai,Tu baatein chupane lagi hai,Mujse doori tu badhane lagi hai, Meri JAAN jane lagi hai,Shayad kisi or ka sang tujhe ras aa gaya hai,Isliye aab tu mujhe bhool jane lagi...

Galti meri he thi

Galti meri he thi,Tune to har pal mujhe pyar kiya,or meine har pal tujhe bekarar kiya… Galti meri thi,Tune mujse maanga bas saath mera,Par meine nahin thaama kabhi haath tera, Galti meri thi,Tu har...

Ek aaina rubaru hai abh

Ek aaina rubaru hai abhi

Ek aaina rubaru hai abhi us kī ḳhushbū se guftugū hai abhī vahī ḳhāna-ba-dosh ummīdeñ vahī be-sabr dil kī ḳhū hai abhī dil ke gunjān rāstoñ pe kahīñ terī āvāz aur tū hai abhī...

kabhi pukar ke dekha kabhi bulae to

kabhī pukār ke dekhā kabhī bulāe to hudūd-e-zāt se aage nikal ke aae to pilā rahā hai nigāhoñ ko tīrgī kā lahū fasīl-e-jāñ pe vo koī diyā jalā.e to sajā.e rakkhūñgī apne gumān kī...

inteha

Intiha hone se pehle soch le

intihā hone se pehle soch le bevafā hone se pehle soch le bandagī mujh ko to raas aa jāegī tū ḳhudā hone se pehle soch le kāsa-e-himmat na ḳhālī ho kabhī tū gadā hone...