Monthly Archive: November 2017

अगर इतनी ही नफरत करते है आप हमसे

अगर इतनी ही नफरत करते है आप हमसे

अगर इतनी ही नफरत करते है आप हमसे तो रब से ऐसे दुआ करिये कि आपकी दुआ भी पूरी हो जाये और हमारी जिंदगी भी

Realshayari

Shumar-E-Subha Marghub-E-But-E-Mushkil-Pasand Aaya

Shumār-e-sub.ha marġhūb-e-but-e-mushkil-pasand aayā Tamāshā-e-ba-yak-kaf burdan-e-sad-dil-pasand aayā Ba-faiz-e-be-dilī naumīdi-e-jāved āsāñ hai Kushāyish ko hamārā uqda-e-mushkil-pasand aayā Havā-e-sair-e-gul ā.īna-e-be-mehri-e-qātil Ki andāz-e-ba-ḳhūñ-ġhaltīdan-e-bismil-pasand aayā Ravānī-hā-e-mauj-e-ḳhūn-e-bismil se Tapaktā hai Ki lutf-e-be-tahāshā-raftan-e-qātil-pasand aayā ‘Asad’ har jā suḳhan ne tarh-e-bāġh-e-tāza Daalī...

Shayari

कोई ख़ुशी पाने के लिए रोता है

कोई ख़ुशी पाने के लिए रोता है कोई दुःख की पनाह में रोता है अजीब सी होती है ना जिंदगी  कोई भरोसा दिलाने के लिए रोता है|  कोई भरोसा करके रोता है|

Ahmad faraz

Dost Ban Kar Bhi Nahin Sath Nibhane Wala

    dost ban kar bhī nahīñ saath nibhāne vaalā vahī andāz hai zālim kā zamāne vaalā ab use log samajhte haiñ giraftār mirā saḳht nādim hai mujhe daam meñ laane vaalā sub.h-dam chhoḌ...

Ahmad Faraz

Dil-Girafta Hi Sahi Bazm Saja Li Jae

Dil-girafta hī sahī bazm sajā lī jaa.e Yād-e-jānāñ se koī shaam na ḳhālī jaa.e Rafta rafta yahī zindāñ meñ badal jaate haiñ Ab kisī shahr kī buniyād na Daalī jaa.e Mus.haf-e-ruḳh hai kisī kā...

Ahmad Faraz

Dil Munafiq Tha Shab-E-Hijr Mein Soya Kaisa

Dil munāfiq thā shab-e-hijr meñ soyā kaisā Aur jab tujh se milā TuuT ke royā kaisā Zindagī meñ bhī ġhazal hī kā qarīna rakkhā Khvāb-dar-ḳhvāb tire ġham ko piroyā kaisā Ab to chehroñ pe...

Ahmad Faraz

Dil Badan Ka Sharik-E-Haal Kahan

Dil badan kā sharīk-e-hāl kahāñ Hijr phir hijr hai visāl kahāñ Ishq hai naam intihāoñ kā Is samundar meñ e’tidāl kahāñ Aisā nashsha to zahr meñ bhī na thā Ai ġham-e-dil tirī misāl kahāñ...

Ahamad Faraz

Chale The Yar Bade Zoam Mein Hawa Ki Tarah

Chale the yaar baḌe zo.am meñ havā kī tarah PalaT ke dekhā to baiThe haiñ naqsh-e-pā kī tarah Mujhe vafā kī talab hai magar har ik se nahīñ Koī mile magar us yār-e-bevafā kī...