Monthly Archive: October 2017

realshayari.com

Gulshan Ko Teri Sohbat Az-Bas-Ki Khush Aai Hai

Gulshan ko tirī sohbat az-bas-ki Khush aa.ī hai Har ġhunche kā gul honā āġhosh-Kushā.ī hai Vaañ kañgar-e-istiġhnā har-dam hai Bulandī par Yaañ naale ko aur ulTā dāvā-e-rasā.ī hai Az-bas-ki sikhātā hai ġham zabt ke...

www.realshayari.com

Gila Hai Shauq Ko Dil Mein Bhi Tangi-E-Ja Ka

Gila hai shauq ko dil meñ bhī Tañgi-e-jā kā Guhar meñ mahv huā iztirāb dariyā kā Ye jāntā huuñ ki tū aur pāsuḳh-e-Maktūb Magar sitam-zada huuñ zauq-e-Khāma-farsā kā Hinā-e-pā-e-ḳhizāñ hai bahār agar hai yahī...

realshayari

Suno Tum Meri Jid Nhi Jo Puri Ho

Suno Tum meri jid nhi jo puri ho, Tum to meri dhadakan ho jo jaruri ho…..  Tum koi mausam nahi jo badal jaoge, Tum kl bhi Hmare the, kl bhi hmare hi rahoge…..

realshayari

अनकही सी कुछ बातें , लम्हों में समां जाती हैं

अनकही सी कुछ बातें , लम्हों में समां जाती हैं यादों के समंदर में , अपना आशियाना बनाती है मीलों के फास्लो में , कुछ ठहराव वो लाती है ग़मो की घरी में वह...

realshayari

Waqt Hai Badla Log Hain Badle

Waqt hai badla, log hain badle Rishton ke hain, ehsaas bhi badle Lekin, dil ke us aarzoo ka kya Jo har pal badalte lamhe, ke saath hain Tadpe Main aaj bhi un lamho ki,...

realshayari

ज़रा तिरछी पड़ने लगी है किरन अब

ज़रा तिरछी पड़ने लगी है किरन अब ज़रा सर्दियाँ सब्ज़ पत्तों में उतरीं ज़रा पड़ रही हैं कहीं और ही अब जवाँ हुस्न की बुल्हवस वो निगाहें तसव्वुर वो माज़ी का धुँधला हुआ कुछ...

realshayari

Ghair Len Mahfil Mein Bose Jam Ke

Ghair leñ mahfil meñ bose jaam ke Ham raheñ yuuñ tishna-lab paiġhām ke   Khastagī kā tum se kyā shikva ki ye HathkanDe haiñ charḳh-e-nīlī-fām ke   Khat likheñge garche matlab kuchh na ho...