Rasam-e-Muhabbat Gulal Hojaegi..!
Rasam-e-muhabbat gulal hojaegi..! Haseen to pehle se thi, aik rubabi chal hojaegi..!! Nigahon me sitaron sa khud ko saza lu mai..! Raat ki chamak me haseen sham hojaegi..!!
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Rasam-e-muhabbat gulal hojaegi..! Haseen to pehle se thi, aik rubabi chal hojaegi..!! Nigahon me sitaron sa khud ko saza lu mai..! Raat ki chamak me haseen sham hojaegi..!!
Muskura ker jo tera, vo palat ker dekhna..! Ninde gae aur chain bhi, ruh-he-falak bhi kho gae..!!
Nahi talash mujhe uski jo mujhe sahara de..! Mujhe uski talash hai jo usse pehle hi mera hath tham le..!!
Kadar us chand ki sabne ki, Jo sabki pahuch se duur hai..! Mera chand to mere pas hai, khafa hai thoda aur kamoshi ka saruur hai..!!
Na Rah ye aasan na manzil kareeb hai..! Mukhtasar si hai zindagi, aur Khwab ajeeb hai..!!
Is oos ki thandi bundo ko , in ankho se lipat jane dona..! Apne dil ke paimane me zara hume bhi bikhar jane dona..!!
Tu Ishque hai, mera saruur hai, Phir bhi mujhe na ye garuur hai..! Teri Chahat ke samundar me duuba rahun is kadar, meri sonch ke samundar me bas tuhi mashguul…
Ishque agar ruh se karo to har chehra haseen lagta hai..! Khubsurati to bas aik hunar hai aib chupane kelea..!!
Pyar hai pyar ka haq jataenge…! Dushmani koe rishta thodi na hai jo nibhaenge..! Khushi hoti to aaene me dikha dete mujhko…! Ye gam hai jo sirf teri aankho me…
Itna kaafi nahi ke sath hoon tere, lazzat-e-angoor ki beti ki tarah, Ek tu hai jo ruthi hai kahin humse, dil-e -bahar mein bujhte diye ki tarah.