Muddato baad aaj dekha usse
Muddato baad aaj dekha usse, Phir aankho ka dariya hum bhar aaye, Dhadkane tez Hui beshaq , Purane zakhm aaj phir bhar aaye.
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Muddato baad aaj dekha usse, Phir aankho ka dariya hum bhar aaye, Dhadkane tez Hui beshaq , Purane zakhm aaj phir bhar aaye.
Na mukammal hua, Muktalif ghata bhi nahi, Na tera ho saka, Aur kisi ka bhi nahi, Na bazaar mein bika, Aur nilaam hua bhi nahi.
Maan bhi jao itna bhi Kya khafa hona, Jaante hai kaatil adaayein hai tumhari par itna bhi Kya itrana, Befizooli mein dur ho humse, Fir na kehna tumhe toh aata…
Bada guroor hai unko apne chehre par, Khair utna hi yakeen Hume hai hamari kismat par, Chaand bhi bair khata hai Teri khoobsurati se, Tera haath thamengey jaakar ussi chaand…
Mat dekho iss qadar ki raat ko so na pau, Kya hua hai mujhe kisi se keh na pau, Maana ki behad khoobsurat ho tum, Par Dil na jalao kahi…
Saansein si atak gayi thi jab unhone Hume dekha, Hume laga galti se puch baithe hai vo hamara pata, Humne dil khol Kar unke saamne rakha, Tab bole nazdeek hi…
Bheed bohot ho gayi hai sheher mein, Fir bhi koi Humsafar nahi, Hum toh chahte the guzaarna Zindagi kisi ke din mein, Par karodo mein se kisi ke liye bhi…
Dhadakta hai Dil Mera aaj bhi vaise hi Tere khyaal se, Par ab bardash nahi hoti Teri berukhi, Roshan ho jati Zindagi Tere aane se, Par ab nahi daalna chahte…
Meri aankhon se behta ye dariya dekho, Fir bhi Mere jeene ka nazariya dekho.
Khuda ka shukar hai usne khwab banaya, Varna tumse Milne ki tammana kabhi Puri na hoti.