Yun Dur Rehkar Duriyon
Yun dur rehkar duriyon ko Badaya nahi karte, Apne deewane ko Sataya nahi karte, Har waqt bas jise Tumhara khayal ho, Usey apni awaz ke Liye tadpya nahi karte. Read…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Yun dur rehkar duriyon ko Badaya nahi karte, Apne deewane ko Sataya nahi karte, Har waqt bas jise Tumhara khayal ho, Usey apni awaz ke Liye tadpya nahi karte. Read…
Taare aasmaan mein hi Chamakte hai, Badal itne dur hai, Phir bhi baraste hain, Hum bhi kitney ajeeb hai, Tum dil mein rahtey ho, Aur hum tumse Milne Ko taraste…
Palkon ko jab-jab aapne jhukaya hai, Bas ek hi khayal dil mein aaya hai. Ki jis khuda ne tumhein banaya hai, Tumhein dharti par bhejkar woh kaise jee paya hai.…
Zindagi se apna har dard chupa lena, Khusi na sahi gum gale laga lena, Koi kahey mohabbat aasan hai, To use mera tuta dil dikha dena. Read More Shayari: Ankhon…
Ankhon Kay Pardey Bhi Nam Ho Gaye, Baaton Kay Silsiley Bhi Kam Ho Gaye, Pata Nahi Galti Kiski Hai, Waqt Bura Hai Ya Bure Hum Ho Gaye Hain. Read More…
Kya kahu tere pyar ne zindagi di hai, Mera dard lekar aur mujhe khushi di hai, Anchuwa pyar jise maine bas mahsoos kiya hai, Apnakar mujhe tune jo pyar hi…
Tanha Rahna To Seekh Liya Humney, Par Khush Kabhi Na Rah Payengaye, Teri Duri To Phir Bhi Sah Leta Hai Ye Dil, Par Teri Mohabbat Kay Bin Ji Na Payengaye.…
Mere haathon se gir Gayi lakeeren kahin, Bhul aaye hum apni Takdeeren kahin, Agar mile tumko kahin To utha lena, Mere hisse ki har khushi Apne haathon par saja lena.…
Haal apna tumhey batana kya, Cheer kay dil tymhey dikhana kya, Wahi rona hai sada ka ab bhi, Dastann phir wohi dohrana kya, Bekarari hi hai judai mein, Gum ki…
Jo teer bhi aata wo khaali nahi jata, Mayus mere dil se sawali nahi jata, Kantey hi kiya kartey hai phollon ki hifazat, Phollon ko bachaney koi mali nahi jata.…