Tujhi Mein Zameen Dekhi Tujhi Mein Aasman Paya
Tujhi mein zameen dekhi, tujhi mein aasman paya, Haiwaniyat bhi maine ek Fariste ki nafs mein paya, Mohabbat kar tu saaki ban Tabhi Enjeel kehlaega, varna zamana jalim hai bada…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Tujhi mein zameen dekhi, tujhi mein aasman paya, Haiwaniyat bhi maine ek Fariste ki nafs mein paya, Mohabbat kar tu saaki ban Tabhi Enjeel kehlaega, varna zamana jalim hai bada…
Teri khushboo, jo julfon ki basi hai saanson mein mere, Teri chamak, jo nigahon ki, hai roshni sitaron mein bharti, Badi pakeezgi hai unmein, saaz bhi sufiyana hai, Tu hans…
Aksar log puchhte hain aakar mujhse, Ye duniya ki banai riton se badhke, Koi hai jo zindagi mein khushiyan bharde, Hai gar kisi se muhabbat tujhko, Jo teri viraan zindagi…
Diye hote gar Fitre har ashiq ne mohabbat ke, Na gayi hoti itni jaan ashiqon ki mohabbat mein, Udhar Laila ke khwabon ko bun raha hota Majnu kahin, Ranjha bhi…
Khwab jo mere hain kisi haqeekat se kam nahi, Sarhadon ki bandish se door, Aankhon mein qaid se hain, Mat puchh ke kaun hai vo malika-e-Tarannum, Kyunki kuch savaal dil…
Aaj pehli baar unko humne rota dekha, Un haseen motiyon ko toot kar bikharta dekha, Socha ke samet loon unko apni bahon mein, Lekin na jane kya kashish thi un…
Likhi hai kayi gazal, kayi nazm humne, Lekin mere rab ne meri zindagi ka sabse haseen afsana likh dia, Mohabbat ke kayi panne uljhe the uske deedar mein, Uski ek…
Pak hai is kaenat ki sabse haseen mohabbat humari, Zamane ko khud mein uljhati ye dastan humari, Chalo kisi kitab mein band karde likh kar, Ke kahin kisi bheed mein…
Mai bolte bolte chup ho jata hoon aye logon, meri niyat ko bhi tu kahin bagavat na man le, Mai to teri khushi ke liye bhi kurban ho jaun, bas…
Na chhipaya karo chasmon se in haseen aankhon ko, Sab barf ke moti hain, pighal jaenge inke samne, Aane do is sab-e-noor pe suraj ki roshni ko, dekhte kitna raham…