Ab Jo Koi Puchhe Bhi To Us Se Kya Sharh-e-Haalat Karen
Ab jo koī pūchhe bhī to us se kyā sharh-e-hālāt kareñ Dil Thahre to dard sunā.eñ dard thame to baat kareñ Shaam huī phir josh-e-qadah ne bazm-e-harīfāñ raushan kī Ghar…
Aap Ki Yaad Aati Rahi Raat Bhar
”Aap kī yaad aatī rahī raat bhar” Chāñdnī dil dukhātī rahī raat bhar Gaah jaltī huī gaah bujhtī huī Sham-e-ġham Jhilmilātī rahī raat bhar Koī ḳhushbū badaltī rahī pairahan Koī…
Aaj Yun Mauj-Dar-Mauj Gham Tham Gaya Is Tarah Gham-Zadon Ko Qarar Aa Gaya
Aaj yuuñ mauj-dar-mauj ġham tham gayā is tarah Gam-zadoñ ko qarār aa gayā Jaise ḳhush-bū-e-zulf-e-bahār aa ga.ī jaise paiġhām-e-dīdār-e-yār aa gayā Jis kī dīd-o-talab vahm samjhe the ham rū-ba-rū phir…
Aae Kuchh Abr Kuchh Sharab Aae
Aa.e kuchh abr kuchh Sharāb aa.e Is ke ba.ad aa.e jo Azaab aa.e Bām-e-mīnā se Māhtāb utre Dast-e-sāqī meñ Aftāb aa.e Har rag-e-ḳhūñ meñ phir charāġhāñ ho Sāmne phir vo…
Jindagi Bhar Khud Ke Sath Raha
Jindagi bhar khud ke sath raha Aur dil kaa haal naa jaana Basti Basti fira man banjara Apna hi ghar nahi pahchana Mujhko Ab aawaj naa do Beeti huyi kahaani…
Ek Nadiya Hai Majburi Ki Us Par Ho Tum
Ek nadiya hai majburi ki Us par ho tum Is paar hai ham Ab paar utrana hai mushkil Mujhe bekal bewas rahne do Tum bhool gaye kya gila kare Tum…
Subah Ka Har Pal Jindagi De Aapko
Subah ka har pal Jindagi de aapko Din ka har lamha Khushi de aapko Jaha gam ki hawa chhu kar bhi naa gujare Bhagwan wo jannat ki jamin de aapko
Waqt Ki Ho Dhoop Yaa Tej Ho Aandhiya
Waqt ki ho dhoop yaa tej ho Aandhiya Kadamo ke nishan kabhi nahi chhupate Jinhe yaad karake muskra dai yah ankhei Wo log dur hokar bhi dur nahi hote
तुम अगर याद रखोगे तो इनायत होगी
तुम अगर याद रखोगे तो इनायत होगी, वरना हमको कहाँ तुम से शिकायत होगी, ये तो बेवफा लोगों की दुनिया है, तुम अगर भूल भी जाओ तो रिवायत होगी।