Shukoon Hai
Shukoon hai, wafa hai, ye meri dastan hai, Bin tere har lamha andhera jahaan hai, Likhi hai maine kayi dastan-e-ulfat, Lekin ye dastan sabse alag, jahan ka paigam hai.
Teri Bewafaai Par
Teri bewafaai par khafa kaise ho jaun, Ye mera dil jo aaj bhi tere sath hai, Bas narazgi mein tere kuch khat jalaye the, Magar unke rakh jo aaj bhi…
Zabt kar leta hoon
Zabt kar leta hoon khud ko jab tera khayal aata hai, Magar kya kare har aks mein tu nazar aata hai, Mera khuda tu meri zindagi teri hai, Tu ibaadat…
Dariya-E-Isqh Mein
Dariya-e-ishq mein gota lagane ko ye dil machal raha, Na mani kisi ki aur usme ja gira, Ufanta raha, sitam dard sehta raha, Maujon ke sang vo machalta raha. Akhir…
Kar Itni Mohabbat
Kar itni mohabbat ke sitam majboor ho jaye, Na kar itna sitam ke mohabbat choor ho jaye, Ho jidd sath jeene marne ki har janam yu ki, Judai si kismat…
Itna Kaafi Nahi
Itna kaafi nahi ke sath hoon tere, lazzat-e-angoor ki beti ki tarah, Ek tu hai jo ruthi hai kahin humse, dil-e -bahar mein bujhte diye ki tarah.
Aksar Aam Ho Jate Hain
Aksar aam ho jate hain kuch paigam, Vo jo kisi ko yaad nahi rehte, Hum bhi sochte hain kabhi likhne ko, kuch to hai jo sare aam nahi likhte. Kya…
Chhu Loon Aasman Ko Mai
Chhu loon aasman ko mai, Zameen ko aage na badhne doon, Zamane ko nahi jaldi, mujhe toofan hai chhuna, Jawani ki dehleez pe abhi to kadam rakha tha maine, Jara…
Vo Khuli Hawaon Mein
Vo khuli hawaon mein sans lena unhe gawara na hua, Har zameen darkinare pehre bitha diye usne, Hum to nadan the, jo un pehro ko bhi samjhe, Ye to hai…
Uski Awaz Kanon Tak Aayi Aur Laut Gayi
Uski awaz kanon tak aayi aur laut gayi, Zamana chal raha tha aur chalta rha Fareeb ka, Kuch pal hi beete the tab jakar ehsas hua, Laut kar dekha pichhe…