अपने आप जल गयी
कल की रात टल गयी
अपने आप जल गयीकल की रात टल गयीइक धुआं उठा थाफिर राख में बदल गयीबून्द बून्द टपकी शब्सड़कों पर पिघल गयीकल जो रात टल गयीकितना कुछ बदल गयी
naqsh kī tarah ubharnā bhī tumhī se sīkhā
naqsh kī tarah ubharnā bhī tumhī se sīkhā rafta rafta nazar aanā bhī tumhī se sīkhā tum se hāsil huā ik gahre samundar kā sukūt aur har mauj se laḌnā…
ḳhayāl-o-ḳhvāb huī haiñ mohabbateñ kaisī
ḳhayāl-o-ḳhvāb huī haiñ mohabbateñ kaisī lahū meñ naach rahī haiñ ye vahshateñ kaisī na shab ko chāñd hī achchhā na din ko mehr achchhā ye ham pe biit rahī haiñ…
itnā ehsān to ham par vo ḳhudārā karte
itnā ehsān to ham par vo ḳhudārā karte apne hāthoñ se jigar chaak hamārā karte ham ko to dard-e-judā.ī se hī mar jaanā thā chand roz aur na qātil ko…
is ummīd pe roz charāġh jalāte haiñ
is ummīd pe roz charāġh jalāte haiñ aane vaale barsoñ ba.ad bhī aate haiñ ham ne jis raste par us ko chhoḌā hai phuul abhī tak us par khilte jaate…
guzre jo apne yāroñ kī sohbat meñ chaar din
guzre jo apne yāroñ kī sohbat meñ chaar din aisā lagā basar hue jannat meñ chaar din umr-e-ḳhizar kī us ko tamannā kabhī na ho insān jī sake jo mohabbat…
chāñdnī-rāt meñ añdherā thā
chāñdnī-rāt meñ añdherā thā is tarah bebasī ne gherā thā mere ghar meñ basī thī tārīkī ghar se bāhar magar saverā thā vo kisī aur kā huā hai aaj vo…
bāhar kā dhan aatā jaatā asal ḳhazāna ghar meñ hai
bāhar kā dhan aatā jaatā asal ḳhazāna ghar meñ hai har dhuup meñ jo mujhe saayā de vo sachchā saayā ghar meñ hai pātāl ke dukh vo kyā jāneñ jo…
baat bachchoñ kī thī laḌne ko siyāne nikle
baat bachchoñ kī thī laḌne ko siyāne nikle phir ajab kyā hai ki bachche bhī laḌāke nikle dhyān maañ rakhtī thī merā vo zamāne nikle haiñ yuuñ ab roz savere…
aao tum hī karo masīhā
aao tum hī karo masīhā.ī ab bahaltī nahīñ hai tanhā.ī tum ga.e the to saath le jaate ab ye kis kaam kī hai bīnā.ī ham ki the lazzat-e-hayāt meñ gum…