Na Mai Acha Na Bura, Mai To Apne Hi Rah Ka Fakeer Hu.!
Na mai acha na bura , mai to apne hi rah ka fakeer hu..! Manzil abhi mili kha, mai abhi bhi rahgeer hu..!!
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Na mai acha na bura , mai to apne hi rah ka fakeer hu..! Manzil abhi mili kha, mai abhi bhi rahgeer hu..!!
Aik rang hai aik ruh hai, aik hi to hai ye badan..! Phir kyu na mane,mujhko apna kyu nhi ye Mera Chaman..!! Katra is lahu ka, rang dekho iska bhi…
Na Dast na Daulat ki hai Aarzoo mujhko..! Mujhe to bas us kati patang sa hona hai jo khushi dejae tujhko..! Ke kat ke zuda bhi hojau apni khwahish se…
Farak ilm ka nhi bas nazarea ka hai sahab..! Nazarya Shi ho to dushman bhi dost hojae..!! Hasad dil me ho to hunar bhi aib lagta hai .! Thoda shafqat…
“Nazar meri, chupi rahi, Nazar nazar me reh gae..! Nazar ka fasla jo tha , Asar nazar ki reh gae..!!Jo baat dil me thi mere, Vo baat dil me reh…
Bahane dundhta hu baat kerne ki tujhse, per na jane kyu aankhe churata hai tu mujhse..! Mujhse hai koe shikaayat ya shikva hai khud se,Teri aankho me tere dil ka…
Aasman ko zameen se mila de gar yakeen hai khud pe, Pyase ko dariya se mila de, gar yakee hai khudpe, Zamana aaj hai khudgarjon ka, baimanon ka, Tu sambhal…
Kyu le rahe ho jaan Yun hokar madhosh, Ek baar keha hota, Luta dete hum sab kuch yuhi hokar madhosh.
Dua mein teri hasi maangi aur kurbat mein tujhe maanga, Is se zyada maine khuda se kuch nahi chaha.
FaqIh-e-shahr kI majlis se kuchh bhala na hua ki us se mil ke mizaj aur kafirana hua Abhi abhi vo mila tha hazar baten kiin Abhi abhi vo gaya hai…