Be-Etidaliyon Se Subuk Sab Mein Hum Hue
Be-e’tidāliyoñ se subuk sab meñ ham hue Jitne ziyāda ho ga.e utne hī kam hue Pinhāñ thā daam saḳht qarīb āshiyān ke Udane na paa.e the ki giraftār ham hue…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Be-e’tidāliyoñ se subuk sab meñ ham hue Jitne ziyāda ho ga.e utne hī kam hue Pinhāñ thā daam saḳht qarīb āshiyān ke Udane na paa.e the ki giraftār ham hue…
Bazm-e-shāhanshāh meñ ash.ār kā daftar khulā Rakhiyo yā rab ye dar-e-ganjīna-e-gauhar khulā Shab huī phir anjuman-e-raḳhshanda kā manzar khulā Is takalluf se ki goyā but-kade kā dar khulā Garche huuñ…
Bāzīcha-e-atfāl hai duniyā mire aage Hotā hai shab-o-roz tamāshā mire aage Ik khel hai aurañg-e-sulemāñ mere Nazdīk Ik baat hai ejāz-e-masīhā mire aage Juz naam nahīñ sūrat-e-ālam mujhe Manzūr Juz…
Bas-ki dushvār hai har kaam kā āsāñ honā Aadmī ko bhī mayassar nahīñ insāñ honā Girya chāhe hai ḳharābī mire kāshāne kī Dar o dīvār se Tapke hai bayābāñ honā…
Ba-nāla hāsil-e-dil-bastagī Farāham kar Matā-e-ḳhāna-e-zanjīr juz sadā malūm Ba-qadr-e-hausla-e-ishq jalva-rezī hai Vagarna ḳhāna-e-ā.īna kī fazā malūm ‘Asad’ farefta-e-intiḳhāb-e-tarz-e-Jafā Vagarna dilbarī-e-vāda-e-vafā malūm
Balā se haiñ jo ye pesh-e-nazar dar-o-Dīvār Nigāh-e-shauq ko haiñ bāl-o-par dar-o-Dīvār Vufūr-e-ashk ne kāshāne kā kiyā ye Rañg Ki ho ga.e mire dīvār-o-dar dar-o-Dīvār Nahīñ hai saaya ki sun…
Bahut sahī ġham-e-gītī sharāb kam kyā hai Ghulām-e-sāqi-e-kausar huuñ mujh ko ġham kyā hai Tumhārī tarz-o-ravish jānte haiñ ham kyā hai Raqīb par hai agar lutf to sitam kyā hai…
Baaġh pā kar ḳhafaqānī ye Darātā hai mujhe Sāya-e-shāḳh-e-gul af.ī Nazar aatā hai mujhe Jauhar-e-teġh ba-sar-chashma-e-dīgar mālūm Huuñ maiñ vo sabza ki zahrāb ugātā hai mujhe Mudda.ā mahv-e-tamāshā-e-shikast-e-Dil hai Aaina-ḳhāna…
Az-Mehr Tā-Ba-Zarra Dil-O-Dil Hai Aaina Tuutī ko shash-jihat se muqābil hai Aaina Hairat hujūm-e-lazzat-e-ġhaltānī-e-Tapish Sīmāb-e-bālish o kamar-e-dil hai Aaina Ghaflat ba-bāl-e-jauhar-e-shamshīr par-fishāñ Yaañ pusht-e-chashm-e-shoḳhī-e-qātil hai Aaina Hairat-nigāh-e-barq-e-tamāshā bahār-e-shoḳh Dar-parda-e-havā par-e-bismil…
‘Asad’ ham vo junūñ-jaulāñ gadā-e-be-sar-o-pā haiñ Ki hai sar-panja-e-mizhgān-e-āhū pusht-ḳhār Apnā