Gam-E-Duniya Se Par Pai Bhi Fursat Sar Uthane Ki
Gham-e-duniyā se gar paa.ī bhī fursat sar uThāne kī Falak kā dekhnā taqrīb tere yaad aane kī Khulegā kis tarah mazmūñ mire maktūb kā yā-rab Qasam khaa.ī hai us kāfir…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Gham-e-duniyā se gar paa.ī bhī fursat sar uThāne kī Falak kā dekhnā taqrīb tere yaad aane kī Khulegā kis tarah mazmūñ mire maktūb kā yā-rab Qasam khaa.ī hai us kāfir…
Ghar hamārā jo na rote bhī to vīrāñ hotā Bahr gar bahr na hotā to bayābāñ hotā Tañgi-e-dil kā gila kyā ye vo kāfir-dil hai Ki agar tañg na hotā…
Ghar jab banā liyā tire dar par kahe Baġhair Jānegā ab bhī tū na mirā ghar kahe Baġhair Kahte haiñ jab rahī na mujhe tāqat-e-Suḳhan Jānūñ kisī ke dil kī…
Ghar meñ thā kyā ki tirā ġham use Ghārat kartā Vo jo rakhte the ham ik Hasrat-e-Tāmīr so hai
Ghuncha-e-nā-shagufta ko duur se mat dikhā ki yuuñ Bose ko pūchhtā huuñ maiñ muñh se mujhe batā ki yuuñ Pursish-e-tarz-e-dilbarī kījiye kyā ki bin kahe Us ke har ek ishāre…
Gulshan ko tirī sohbat az-bas-ki Khush aa.ī hai Har ġhunche kā gul honā āġhosh-Kushā.ī hai Vaañ kañgar-e-istiġhnā har-dam hai Bulandī par Yaañ naale ko aur ulTā dāvā-e-rasā.ī hai Az-bas-ki sikhātā…
Gila hai shauq ko dil meñ bhī Tañgi-e-jā kā Guhar meñ mahv huā iztirāb dariyā kā Ye jāntā huuñ ki tū aur pāsuḳh-e-Maktūb Magar sitam-zada huuñ zauq-e-Khāma-farsā kā Hinā-e-pā-e-ḳhizāñ hai…
Gham khāne meñ buudā dil-e-Nākām bahut hai Ye rañj ki kam hai mai-e-gulfām bahut hai Kahte hue saaqī se hayā aatī hai varna Hai yuuñ ki mujhe durd-e-tah-e-Jām bahut hai…
Ghair leñ mahfil meñ bose jaam ke Ham raheñ yuuñ tishna-lab paiġhām ke Khastagī kā tum se kyā shikva ki ye HathkanDe haiñ charḳh-e-nīlī-fām ke Khat likheñge garche matlab kuchh…
Ghāfil ba-vahm-e-nāz ḳhud-ārā hai varna yaañ Be-shāna-e-sabā nahīñ turra gayāh kā Bazm-e-qadah se aish-e-tamannā na rakh ki rañg Said-e-ze-dām-e-jasta hai us dām-gāh kā Rahmat agar qubūl kare kyā ba.iid hai…