Huzur-E-Shah Mein Ahl-E-Sukhan Ki Aazmaish Hai
Huzūr-e-shāh meñ ahl-e-suḳhan kī āzmā.ish hai Chaman meñ ḳhush-navāyan-e-chaman kī āzmā.ish hai Qad o gesū meñ qais o kohkan kī āzmā.ish hai Jahāñ ham haiñ vahāñ dār-o-rasan kī āzmā.ish hai…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Huzūr-e-shāh meñ ahl-e-suḳhan kī āzmā.ish hai Chaman meñ ḳhush-navāyan-e-chaman kī āzmā.ish hai Qad o gesū meñ qais o kohkan kī āzmā.ish hai Jahāñ ham haiñ vahāñ dār-o-rasan kī āzmā.ish hai…
Husn-e-be-parvā ḳharīdār-e-matā-e-jalva hai Aa.ina zānū-e-fikr-e-iḳhtirā-e-jalva hai Tā-kujā ai āgahī rañg-e-tamāshā bāḳhtan Chashm-e-vā-gardīda āġhosh-e-vidā-e-jalva hai
Husn-e-mah garche ba-hañgām-e-kamāl achchhā hai Us se merā mah-e-ḳhurshīd-jamāl achchhā hai Bosa dete nahīñ aur dil pe hai har lahza nigāh Jī meñ kahte haiñ ki muft aa.e to maal…
Hujūm-e-nāla hairat ājiz-e-arz yak-afġhāñ hai Khamoshī resha-e-sad-nīstāñ se ḳhas-ba-dandāñ hai Takalluf-bar-taraf hai jāñ-sitāñ-tar lutf-e-bad-ḳhūyāñ Nigāh-e-be-hijāb-e-nāz teġh-e-tez-e-uryāñ hai Huī ye kasrat-e-ġham se talaf kaifiyat-e-shādī Ki sub.h-e-īd mujh ko bad-tar az-chāk-e-garebāñ hai…
Ham se khul jaao ba-vaqt-e-mai-parastī ek din Varna ham chheḌeñge rakh kar uzr-e-mastī ek din Gharra-e-auj-e-binā-e-ālam-e-imkāñ na ho Is bulandī ke nasīboñ meñ hai pastī ek din Qarz kī piite…
Ho ga.ī hai ġhair kī shīrīñ-bayānī kārgar Ishq kā us ko gumāñ ham be-zabānoñ par nahīñ Zabt se matlab bajuz vārastagī dīgar nahīñ Dāman-e-timsāl āb-e-ā.ina se tar nahīñ Bā.is-e-īzā hai…
Ham par jafā se tark-e-vafā kā gumāñ nahīñ Ik chheḌ hai vagarna murād imtihāñ nahīñ Kis muñh se shukr kījiye is lutf-e-ḳhās kā Pursish hai aur pā-e-suḳhan darmiyāñ nahīñ Ham…
Huuñ maiñ bhī tamāshā.i-e-nairañg-e-tamannā Matlab nahīñ kuchh is se ki matlab hī bar aave
Hujūm-e-ġham se yaañ tak sar-nigūnī mujh ko hāsil hai Ki tār-e-dāman o tār-e-nazar meñ farq mushkil hai Rafū-e-zaḳhm se matlab hai lazzat zaḳhm-e-sozan kī Samajhiyo mat ki pās-e-dard se dīvāna…
Huī tāḳhīr to kuchh bā.is-e-tāḳhīr bhī thā Aap aate the magar koī ināñ-gīr bhī thā Tum se bejā hai mujhe apnī tabāhī kā gila Us meñ kuchh shā.iba-e-ḳhūbi-e-taqdīr bhī thā…