Agarche Zor Hawaon Ne Dal Rakkha Hai
Agarche zor havāoñ ne Daal rakkhā hai Magar charāġh ne lau ko sambhāl rakkhā hai Mohabbatoñ meñ to milnā hai yā ujaḌ jaanā Mizāj-e-ishq meñ kab e’tidāl rakkhā hai Havā…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Agarche zor havāoñ ne Daal rakkhā hai Magar charāġh ne lau ko sambhāl rakkhā hai Mohabbatoñ meñ to milnā hai yā ujaḌ jaanā Mizāj-e-ishq meñ kab e’tidāl rakkhā hai Havā…
Ab kyā socheñ kyā hālāt the kis kāran ye zahr piyā hai Ham ne us ke shahr ko chhoḌā aur āñkhoñ ko muuñd liyā hai Apnā ye sheva to nahīñ…
Jis ko dekho vahī zanjīr-ba-pā lagtā hai Shahr kā shahr huā dāḳhil-e-zindāñ jānāñ Ab tirā zikr bhī shāyad hī ġhazal meñ aa.e Aur se aur hue dard ke unvāñ jānāñ…
Ab ke ham bichhḌe to shāyad kabhī ḳhvāboñ meñ mileñ Jis Tarah sūkhe hue ful kitāboñ meñ mileñ DhūñDh ujḌe hue logoñ meñ vafā ke motī Ye ḳhazāne tujhe mumkin…
Ab aur kyā kisī se marāsim baḌhā.eñ ham Ye bhī bahut hai tujh ko agar bhuul jaa.eñ ham Sahrā-e-zindagī meñ koī dūsrā na thā Sunte rahe haiñ aap hī apnī…
Ashiqī meñ ‘mīr’ jaise ḳhvāb mat dekhā karo Bāvle ho jāoge mahtāb mat dekhā karo Jasta jasta paḌh liyā karnā mazāmīn-e-vafā Par kitāb-e-ishq kā har baab mat dekhā karo Is…
Aañkh se duur na ho Dil se utar jā.egā Vaqt kā kyā hai Guzartā hai guzar jā.egā Itnā mānūs na ho ḳhalvat-e-Gham se apnī Tū kabhī ḳhud ko bhī dekhegā…
Shikve ke naam se be-mehr ḳhafā hotā hai Ye bhī mat kah ki jo kahiye to gila hotā hai Pur huuñ maiñ shikve se yuuñ raag se jaise baajā Ik…
Jahāñ terā naqsh-e-qadam dekhte haiñ Khayābāñ ḳhayābāñ iram dekhte haiñ Dil-āshuftagāñ ḳhāl-e-kunj-e-dahan ke Suvaidā meñ sair-e-adam dekhte haiñ Tire sarv-qāmat se ik qadd-e-ādam Qayāmat ke fitne ko kam dekhte haiñ…
Jāda-e-rah ḳhur ko vaqt-e-shām hai tār-e-shuā.a Charḳh vā kartā hai māh-e-nau se āġhosh-e-vidā.a Sham.a se hai bazm-e-añgusht-e-tahayyur dar dahan Sho.ala-e-āvāz-e-ḳhūbāñ par ba-hañgām-e-simā.a Juuñ par-e-tā.ūs jauhar taḳhta mashq-e-rañg hai Bas-ki hai…