Chal Nikalti Hain Gham-E-Yar Se Baaten Kya Kya
Chal nikaltī haiñ ġham-e-yār se bāteñ kyā kyā Ham ne bhī kiiñ dar-o-dīvār se bāteñ kyā kyā Baat ban aa.ī hai phir se ki mire baare meñ Us ne pūchhīñ…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Chal nikaltī haiñ ġham-e-yār se bāteñ kyā kyā Ham ne bhī kiiñ dar-o-dīvār se bāteñ kyā kyā Baat ban aa.ī hai phir se ki mire baare meñ Us ne pūchhīñ…
Chāk-pairāhanī-e-gul ko sabā jāntī hai Mastī-e-shauq kahāñ band-e-qabā jāntī hai Ham to badnām-e-mohabbat the so rusvā Thahre Nāsehoñ ko bhī magar ḳhalq-e-ḳhudā jāntī hai Kaun tāqoñ pe rahā kaun sar-e-rāhguzar…
Bhed paa.eñ to rah-e-yār meñ gum ho jaa.eñ Varna kis vāste bekār meñ gum ho jaa.eñ Kyā kareñ arz-e-tamannā ki tujhe dekhte hī Lafz pairāya-e-iz.hār meñ gum ho jaa.eñ Ye…
BaiThe the log pahlū-ba-pahlū piye hue Ik ham the terī bazm meñ aañsū piye hue Dekhā jise bhī us kī mohabbat meñ mast thā Jaise tamām shahr ho daarū piye…
Ajab junūn-e-masāfat meñ ghar se niklā thā Khabar nahīñ hai ki sūraj kidhar se niklā thā Ye kaun phir se unhīñ rāstoñ meñ chhoḌ gayā Abhī abhī to azāb-e-safar se…
Avval avval kī dostī hai abhī Ik ġhazal hai ki ho rahī hai abhī Maiñ bhī shahr-e-vafā meñ nau-vārid Vo bhī ruk ruk ke chal rahī hai abhī Maiñ bhī…
Ajab junūn-e-masāfat meñ ghar se niklā thā Khabar nahīñ hai ki sūraj kidhar se niklā thā Ye kaun phir se unhīñ rāstoñ meñ chhoḌ gayā Abhī abhī to azāb-e-safar se…
Agarche zor havāoñ ne Daal rakkhā hai Magar charāġh ne lau ko sambhāl rakkhā hai Mohabbatoñ meñ to milnā hai yā ujaḌ jaanā Mizāj-e-ishq meñ kab e’tidāl rakkhā hai Havā…
Ab kyā socheñ kyā hālāt the kis kāran ye zahr piyā hai Ham ne us ke shahr ko chhoḌā aur āñkhoñ ko muuñd liyā hai Apnā ye sheva to nahīñ…
Jis ko dekho vahī zanjīr-ba-pā lagtā hai Shahr kā shahr huā dāḳhil-e-zindāñ jānāñ Ab tirā zikr bhī shāyad hī ġhazal meñ aa.e Aur se aur hue dard ke unvāñ jānāñ…