Taskin Ko Hum Na Roen Jo Zauq-e-Nazar Mile
Taskīñ ko ham na ro.eñ jo zauq-e-nazar mile Hūrān-e-ḳhuld meñ tirī sūrat magar mile Apnī galī meñ mujh ko na kar dafn bād-e-qatl Mere pate se ḳhalq ko kyuuñ terā…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Taskīñ ko ham na ro.eñ jo zauq-e-nazar mile Hūrān-e-ḳhuld meñ tirī sūrat magar mile Apnī galī meñ mujh ko na kar dafn bād-e-qatl Mere pate se ḳhalq ko kyuuñ terā…
Taġhāful-dost huuñ merā dimāġh-e-ajz aalī hai Agar pahlū-tahī kiije to jā merī bhī ḳhālī hai Rahā ābād aalam ahl-e-himmat ke na hone se Bhare haiñ jis qadar jām-o-subū mai-ḳhāna ḳhālī…
Tā ham ko shikāyat kī bhī baaqī na rahe jā Sun lete haiñ go zikr hamārā nahīñ karte ‘Ghālib’ tirā ahvāl sunā deñge ham un ko Vo sun ke bulā…
Sab kahāñ kuchh lāla-o-gul meñ numāyāñ ho ga.iiñ Khaak meñ kyā sūrateñ hoñgī ki pinhāñ ho ga.iiñ Yaad thiiñ ham ko bhī rañgā-rañg bazm-ārā.īyāñ Lekin ab naqsh-o-nigār-e-tāq-e-nisyāñ ho ga.iiñ Thiiñ…
Shumār-e-sub.ha marġhūb-e-but-e-mushkil-pasand aayā Tamāshā-e-ba-yak-kaf burdan-e-sad-dil-pasand aayā Ba-faiz-e-be-dilī naumīdi-e-jāved āsāñ hai Kushāyish ko hamārā uqda-e-mushkil-pasand aayā Havā-e-sair-e-gul ā.īna-e-be-mehri-e-qātil Ki andāz-e-ba-ḳhūñ-ġhaltīdan-e-bismil-pasand aayā Ravānī-hā-e-mauj-e-ḳhūn-e-bismil se Tapaktā hai Ki lutf-e-be-tahāshā-raftan-e-qātil-pasand aayā ‘Asad’ har jā…
dost ban kar bhī nahīñ saath nibhāne vaalā vahī andāz hai zālim kā zamāne vaalā ab use log samajhte haiñ giraftār mirā saḳht nādim hai mujhe daam meñ laane vaalā…
Dil-girafta hī sahī bazm sajā lī jaa.e Yād-e-jānāñ se koī shaam na ḳhālī jaa.e Rafta rafta yahī zindāñ meñ badal jaate haiñ Ab kisī shahr kī buniyād na Daalī jaa.e…
Dil munāfiq thā shab-e-hijr meñ soyā kaisā Aur jab tujh se milā TuuT ke royā kaisā Zindagī meñ bhī ġhazal hī kā qarīna rakkhā Khvāb-dar-ḳhvāb tire ġham ko piroyā kaisā…
Dil badan kā sharīk-e-hāl kahāñ Hijr phir hijr hai visāl kahāñ Ishq hai naam intihāoñ kā Is samundar meñ e’tidāl kahāñ Aisā nashsha to zahr meñ bhī na thā Ai…
Chale the yaar baḌe zo.am meñ havā kī tarah PalaT ke dekhā to baiThe haiñ naqsh-e-pā kī tarah Mujhe vafā kī talab hai magar har ik se nahīñ Koī mile…