Aish-e-Ummid Hi Se Khatra Hai
Aish-e-ummid hi se ḳhatra hai Dil ko ab dil-dahi se ḳhatra hai Hai kuchh aisa ki us ki jalvat meñ Hamen apni kami se ḳhatra hai Jis ke aġhosh ka…
Asli Shayari | Sher | Shayar | Ghazal | Nazm
Aish-e-ummid hi se ḳhatra hai Dil ko ab dil-dahi se ḳhatra hai Hai kuchh aisa ki us ki jalvat meñ Hamen apni kami se ḳhatra hai Jis ke aġhosh ka…
Ai subah main ab kahan raha huun Khvabon hi men sarf ho chuka huun Sab mere baġhair mutmain hain Main sab ke baġhair ji raha huun Kya hai jo badal…
Ai ku-e-yar tere zamane guzar gae Jo apne ghar se aae the vo apne ghar gae Ab kaun zaḳhm o zahr se rakkhega silsila Jiine kI ab havas hai hameN…
Abhi farman aaya hai vahan se Ki hat jaun main apne darmiyan se Yahan jo hai tanaffus hi men gum hai Parinde ud rahe hain shaḳh-e-jan se Daricha baaz hai…
Ab kisi se mira hisab nahin Meri ankhon men koi ḳhvab nahin Khuun ke ghunT pi raha huun main Ye mira ḳhuun hai sharab nahin Main sharabi huun meri aas…
Aḳhiri baar aah kar li hai MaiN ne ḳhud se nibah kar li hai Apne sar ik bala to leni thi Main ne vo zulf apne sar li hai Din…
Aadmi vaqt par gaya hoga Vaqt pahle guzar gaya hoga Vo hamari taraf na dekh ke bhi Koi ehsan dhar gaya hoga Khud se mayas ho ke baitha huun Aaj…
Aaj lab-e-guhar-fishan aap ne va nahin kiya Tazkira-e-ḳhajista-e-ab-o-hava nahin kiya Kaise kahen ki tujh ko bhi ham se hai vasta koi Tu ne to ham se aaj tak koi gila…
Anokhi vaza hai saare zamane se nirale hain Ye ashiq kaun si basti ke ya-rab rahne vaale hain Ilaj-e-dard men bhi dard ki lazzat pe marta huun Jo the chhalon…
Amin-e-raz hai mardan-e-hur ki darveshi Ki jibrail se hai us ko nisbat-e-ḳhveshi Kise ḳhabar ki safine Dubo chuki kitne Faqih o suufi o sha.ir ki na-ḳhush-andeshi Nigah-e-garm ki sheron ke…